Little learning is dangerous

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    Ye to he little learning to kar kaam min hi nuqsan da hoti he little learning se hum ye samjhte hin humin us cheez ka full pata chal gaya he aur phir hum us kaam ko ghalat kar beithte hin. Humari ye hi kifiayat forex trading min bhi hoti he hum es karobar min thori si learning se hi khud ko mahir samjh k trade karte hin to kafi loss bhi kar jate hin yahan pe.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      Forex aik highly risky business ha agar hum Forex ko successfully karna chahte han aur huge profit bana chahte han to hume Forex ke hawale se complerete learning karna ho gi aur is ko pehle sehi se samajna ho ga agar hum little knowledge ke sath trading start kar den ge to yeh hamare liye dangerous ho sakta ha so always first learn then earn>:)
      • #483 Collapse

        yes your right brother forex trading business me apko learning ki bohat ziada zarrurat hoti hai learning se apko is business ke bare me bohat knowledge or experience hasil hota hai jis se ap acha khasa profit hasil kar sakty hain.
        • #484 Collapse

          g my dear ap ny bohat achi bat ki ha kun ky ya business bohat risky ha is ma humy loss ky chances bohat zayada hoty ha is ma agar humary pass knowledge na ho to hum is ma her waqat loss hi hasil kary gy or humy is ma prophet hasil ho ge is ly is field ma knowledge hasil karna bohat zaruri ha .
           
          • #485 Collapse

            g han forex mai n agr ham thori see learnning kay bad is main real account main kaam shuru kardain to ham is main kabhi bhi profit ni kama saktay hain balkay is main agar kaam karna hi hay to aci trah say seekhnay kay bad karian
            • #486 Collapse

              jee bhai ap nay bhot achi salah di hai main ap ki baat say agree karta hm ap nay jo kha theak kha hai is liya main ap ki baat say agree karta hn ap nay jo kha theak kha hai koi bhi ap ki baat say dis agree nahi kar suckta hai
              • #487 Collapse

                yar hamain yeh business tab tak start nai karna chaye jab tak hum is main expert nai ho jaty and na he achi learning hasil kar lain kabhe bhe is ko knowledge and experience k bagair start mat karain...
                • #488 Collapse

                  je haan men apke bat sy agree hon agr ap proper training,knowlegde,or learning k bagher isko start kren gy to yaqenan apko loss ho skta hei is leay apko chaye k is ko start krne sy pehly ap achi trha sekh len ta k ap loss sy bach kr ache trha earning kr sken
                  • #489 Collapse

                    thek kaha hy apny agr trading ko sekhana hy ya learn karna hy to thek sy or full kiya jae little learning kr ky trading start karna best nahi hy ku ky is main bhot ziyada loss ka chance hota hy or bhot sy log apni ivestment ko loss main badal dete hain so first learn then earn.
                    • #490 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Umer Ahmed پيغام ديکھيے
                      Dear Members,,
                      Assalam o alaikum
                      Forex trading ek bohat ziada risky business hy so is mein learning bohat ziada important hy.. ager tarder ke pass enough or proper knowledge nahi hogi to uski trading uske liye bohatz iada dangerous or harmful ho jyegi..
                      So you should continue your learning...
                      no bhai jan i thing it is nat dangerous bhai jan ahasta ahasta hi a is kam main chalte hai bhai jan ak dam se hi nahi ap itna invest karen ge bhai jan agar ap ko loos bhi hogaya to bhai jan ap ki knolwdge main vo izafa hoga.
                      • #491 Collapse

                        g my dear jha tak is ma choty prophet ka tawalik ha to is ma humy ak to ya ha ky start ma jo new hoty ha un ky pass knowledge ni hota is ly un ko chahye ky wo is ma phaaly is ma demo acount ma practice kary or per is ky bar real acount ma kam kary kam propeht per.
                         
                        • #492 Collapse

                          yes dear ap bilqul theek keh rahe hain kam experience waqai hi hamare liye khaternak hai q k hum iss ki waja se sahi toor per kaam nahi kar sakte or nakam ho jate hain.
                           
                          • #493 Collapse

                            Walaikum Assalam, well my dear friend aap nay bilkul theek kaha hai, kisi bhi field kay leay ye important hota hai kay hum uss kay baray mein proper knowledge aur information gather karain kyun kay iss say humein uss field mein working karnay aur adjust honay mein aasani ho jati hai...
                            • #494 Collapse

                              g ha janab aghar hum zyada learning karain gay to zyada achi earning bhi karain gay iss liye humain zyada learning karni chahiye or zyada experience hasil karna chahiye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                kabhi bhi forex trading main forex trading k barey main thorha boht janeny k baad trading mat kro kyun k yeh boht hi khatarnaak ho sakta hai bina experience k koi bhi business kerna matlab apney paoon pe kulharhi marna is liye pehle forex trading pe mehnat krein fir aap kaamyaab ho sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X