forex halal hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    Ya hamara liya halal ha ku ka ham is sa pa work karta han aur trading bhi karta han aus ma haman loss bhi ho sakta ha ku ka haram to wo hota ha na jis ma loss ka chances hi na ho aur na ham koi galat kam kar raha han..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      G forex aik aisa business ha jis main profit aur loss dono sath sath han aur jis business main sirf profit ho loss na ho wo harma ha lakin jis main profit aur loss dono hon wo halal ha.
      • #258 Collapse

        bro mere khiyal se forex aik halal job hai kiyun ke hum is se tab tak earn nahi ker sakte jab tak hum is ki learning na ker ly or mehnat dil lga ker na kere ... mere hissab se wo kam haram nahi hota jis me dil lga ker mehnat ker k dollars earn kiye jay ...
        • #259 Collapse

          Very nice post i like it but because i am new on this forum i dont know the answer and i appreciate this increase my knowledge and i seek many things from this thread as concern to answer i can't give any clear answer until i seek it completely.But this forum is very good which is good for the new traders its give alots of knowledge
          • #260 Collapse

            mujay ye jannay ki zarurat hi nai mujay pehlay hi pata ha k forex halal ha kyun k ye aik business ha aur business mein loss aur profit to lazmi hota ha is liay ye haram nai ha halal ha
            • #261 Collapse

              the power of patience is something That just about all new traders do not understand AND ALSO That is played further within terms with very long term goals AND technical analysis. my spouse and i need to be able to realize As traders That patience is the hunters Least difficult friend.
              • #262 Collapse

                Dear ap ne jo fatwa attach kia hai us se 100% confirm hota hai k Forex business halaal business hai ye haram nhi hai ye fatwa karachi me mojood hai jis me likha gya hai k jab hum currency khareed kar rakh le or jab us ki price up ho to sell kar de to ye business halaal hai haram nhi.
                • #263 Collapse

                  shukria bhai Apnay Mere Dil ka sab say bara bojh halka kar diya Main nay jab say forex join kiya hay yahi soch raha hun forex haram hay ya halal main kahin haram tow nhi kharaha Ap ki ye attachmment dekhnay kay baad Mujhay conform ho gaya Kay forex halal Hay,
                  • #264 Collapse

                    yess ism ham jo b mehanat krty hain tu uska return hamy milta hai ma tu ya e suggation don ga this is halal bussiness q k is ma bht sy log apna qamti waqat day k is sy mony hasal krt hain wo b ghar bethy koi b bussiness hai us ma agr ap mehanat sy kamaty hain tu this is tru
                     
                    • #265 Collapse

                      very nice thread i like it and appreciated this type of threads which increase our knowledge and i am new here at forum and i seek many things from this forum like this type of threads but as concern of answer of this thread i am not able to give clear answer until i seek this completely.
                      • #266 Collapse

                        mujhe to lagata haiki forex me koi burai nahi hai aapko agar trad ekarna aata hai tpaapko fore xme aana hi chaiye usse aapko bahut hi badiuya maza aata hai fore xme kam karne me koi parehsani nahi ahi apako bahut hi hard work karna hota hai fore xme jo apako milta hai wo sahi hai aapko galat nahi hai
                        • #267 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ayat786 پيغام ديکھيے
                          yar sab log ye janana chatay hain k forex halal hai ya haram tuo aap k lay ye hazar hai[ATTACH=CONFIG]472[/ATTACH]
                          bhai forex ma profit and loss dono hi han is liay meray ya halal hai. haram to tab hota jab sirf profit hi hota forex ma loss na hota ......
                          • #268 Collapse

                            ap neh acha sawal kiahj maapko bata ho k muje ismain laghtha ha k forex halal ha kyu k hum ismain time surf karty hain monthly s kinet ki fees b dety hain to ye halla phr hoi agr nhi to koi waja batyie ?
                            • #269 Collapse

                              jahan tak mera khyal hai to main kahna chahun ga k bohat sare aese fatway hen jin per forex ko halal aur haram b kaha gaya hai lekin main samjta hun k forex ake hala buisness he ha jis k thorugh ham achi earning ker lete hen kiu k is buisness mein ham mehnat k sath kam karte hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Dear ap na question keya ka Forex halal ha to dear Forex Halal ha ku ka jasa huma dosra kamo ma work krta ha as thara he hum fores Pakistan ma be mahaneat sa he work krta ha to dear Islam ma mehanat sa he work krna ko kaha gaya ha to dear Forex halal ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X