forex halal hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    mery khyal mai forex halal hai . kew yeh b dusary business ke tra hai . jis per b hum apni mehnat sy trade ker profit gain kerty hai , islam mai sirf who he business haram hai jis mai sood say business kea jay. likn forex mai sood ka business nai hota is ley yeh halal hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      jo kam ap mehnat krkay usk earn krhe yani apni services dekr ap earn krhe ho to wo kam Halal he or wo kam jisse apko bethe bithaye paise mile wo kam Haram he.
      • #33 Collapse

        Yes bro, I am also confused because I have also read different fatwas on the internet and in some forex is halal and in few others it is haram. I also want to confirm it from a reliable mufti of my own fiqah otherwise it will remain doubtful to me
        • #34 Collapse

          mai forex ak halaal business hai aur es mai loss be ota hai na ye currency ki lean daen hoti hai aur es mai ham forecasting kartay hai jis se hamay profit hota hai
          • #35 Collapse

            salam dosot,ha bhai forex ak tijarat ha or tijarat islam ma halal ha or ham sab mehant kar ky earn karty ha or agar ap phr b mutmain nai ho to molvi sa b poch sakty ha
             
            • #36 Collapse

              there are some confusion on the mind of some people whether the forex is halal or haram. i think there are no confusion about this. forex is totally legal for us. so we can trade in the forex market without any confusion.
              • #37 Collapse

                yar bilkul haraam nai hai hai yeh aikdam halaal hai ismein na to apkay pax koi sood ki raqam arahe hai aur naa he apko kisi ka ghalat kaam karke paisay mil rahay hain aap iska jo bonus milta hai aap usse business kartay ho profit hota hai to bilkul he halaal hoga
                • #38 Collapse

                  in my point of view i think forex is halal because if you use wasp free account then you can easily do this business it is halal . in Islam interest is not allowed so when you use Islamic account then it is good to trade to make money
                  • #39 Collapse

                    brother forex halal hay ya haram ye baat tou humen kisi achay mufti say hi pouchni chahye lekin mere khyal kay mutabiq ye business halal hay keoun kay hum iss per apnay khud kay paisay invest ker kay hi trading kertay hen aur phir ye humen profit deti hay
                    • #40 Collapse

                      forex ek dum halaal he coz aap yahan invest kartay ho aur mehnat kartay ho phir ja k aap thora bht profit banatey ho
                      • #41 Collapse

                        YAR Apne To Mere Liyeh Asani Kerdi Main Bhi Janney K Liyeh Bechain Tha Per Appne Asani Ker Di Thank You Yar.......Es Sey Yeh Sabit Hua K yeh Halal HAI.....Ab Main Sakoon Se Trading ki Tayari Kerta Hoon
                         
                        • #42 Collapse

                          Properly accomplished bhai Apnay Mere Dil ka sab say bara bojh halka kar diya Main nay jab say forex log in kiya hay yahi soch raha hun forex haram hay ya halal main kahin haram tow nhi kharaha Ap ki ye attachmment dekhnay kay baad Mujhay conform ho gaya Kay forex halal Hay,
                          • #43 Collapse

                            Jnab Mehnat to Choor Bhi Kerty HAIN But Wo to Chori Kliyeh Kerty HAIN Es Mim hum bhi mehnat kertay hain But Faraq Yeh Hai Yeh Jaiz Hai Jo Kftwat Dikhaya hai Bahi JAN ney Jo K Karachi MAIN Rehty HAIN Name Haseeb Serial No 5853, Fatwa No 40982 Date 1-28-2009 Es Bat Ki Tasdeeq ki Hai Or Pata Chalta hai k Yeh Halal Hai
                               
                            • #44 Collapse

                              App ka Khyal Bilkul Daroos HAI Yeh Waqai MAIN halal Hai q K Islam main Sood Haram HAI ...Hum Mehnat ker k yeh Business kerty hain yeh bhi other Business hi ki tarah hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                apki nazar mein nhi deen mein bhi jaiz hy ek shart ke or wo
                                ye hy ke ise pehle achi tarha sekha jay or bad mein kiya jay bus phir jaiz hy agar ap isko khel samjh kar
                                karein gy to phir haram
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X