jis currency man knowledge ho osi man trade lgain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jis currency man knowledge ho osi man trade lgain
    bhai kosh trader jo new hain woh asy pear bhi bhi trade lga daty hain jin pr on ka koi experience nhi hota or jis pr phly kbi onhon ny trade nhi lgai hoti is luy on ko loss bhi hota hai aap agir trading man kamyabi sy kam krna chahty hon to jo pear aap ko asha lgta hai or aap k luy soteable hai like EURUSD / USDJPY / ua or koi mojoor pear hain on pr trade kua krin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Thank you very much bahi bht he usefull information ha aur mujh jesy new bandy k ly to aur b faida mand ha. Asal ma forum ka faida he yehi ha hum 1 dosry ko guide karin ta k sab ka faida ho
    • #3 Collapse

      Bhai ap ke bat sahe hy forex trading ma ham jis pair ma trading karna chahty hen hamen chaye k ham pehly us pair ko achi tarah study kar len achi tarah analysis karen and phir us pair ma trading karen
      • #4 Collapse

        Yes of course ye bat aap ki theek hai kay jis currency pair ka knowledge ho hamain usi main trade karni chiay or is say zada hamain nahi sochna chiay means kay jis pair per technical Annaylis regular hun usi per trading kartay raina chiay. Kiun kay aap ki strategy phir kafi zada strong hoti raiti hai.
        • #5 Collapse

          yes my friend but knowledge to humean sb man brabar hota hai but ager app kaa experience kisi khas currency pair main zeada hai to pher us main app ko trade lagani chahy pher he app ko acha profit milay ga our us main app ko easily us ki next move ka pata ho ga
          • #6 Collapse

            Ye to aap ne kafi achi post ki hai kay jis currency pair main hamain knowledge ho usi per trading karni chiay us kay ilwa hamain trading nahi karni chiay or aik or bat kay jab bhi ham trading karain achay say karain or apnay Annaylis itnay strong rakhain kay phir dobara loss na ho. Means aik pair per trading karnay say bonus account bhi save rahay ga or hamari strategy bhi fine tune hoti rahay gi.
            • #7 Collapse

              jee ha sir sahi kaha ha apnnay jis currency ka apko pta hona chahiye k is ma profit earn kr sakta ho to apko usi currency pay trade krni chahiye takay ap profit bhi earn kr saky qk ham asi asi currency pay trade krty ha jis ka hamay pta hi nai hota ha k us ma spread katni ha or wo kasay move kr sakti ha
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Men is topic pe chhoti si misal doon ga, knowledge k baghair kisi curency me pair lagany ka mtlb he k ap andhery me teer cgala rahy hen aor aisy teer qissy kahanion me hi nishany pr lagty hen, so please be practical jis curency me apko experties hasil na hon us me pair laga k apna nuqsan na kren , jb nuqsan hoga to ye bhi ho sakta he k ap trading se hi bahr ho jaen, is se behtr he ap kachhwy ki chaal se hi chalty rahen ye ruk jany se bahot behtr he

                اب آن لائن

                Working...
                X