Currencies aur commodities ke price ka interesting relation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currencies aur commodities ke price ka interesting relation
    Kafi currencies aise hain jin ka commodities ke price mai change annay say in ke price per b same effect hota hai. Aur trading kay doran in ko monitor karna lazmi hai , iss say ap ka trading analysis b acha ho ga aur trading ke decision making b bohot achi ho jiye ge.
    Wiase tu kafi sari currencies aur commodities ka apas mai link bohot he strong hai lakin mai 2 example share karna chaon ga.

    CAD (Candian dollar aur WTI Crude oil) :
    Dunia mai sab say ziada oil jis country say USA buy karta hai who Canada hai. Iss liye jab CAD Ke price up jiye tu iss ka effect oil per hota hai aur iss tarah say oil ke price change ka effect CAD per zaroor hota hai.

    AUD ( Australian Dollar) aur Gold :

    Gold Australia ke bari export hai aur Dunia mai Gold ke exports ma Australia ka 3rd number hai . iss liye Gold price ka effect Australian Dollar per aur Australian dollar ka effect Gold ke market per bohot strong hota hai

    Iss liye ager app in pairs mai aur In commodities mai trade Karin tu sath currency aur commody kay apas mai iss relation ka analsis zaroor kar liya Karin.

    Ager iss trah ka mazeed points aur pairs app kay knolwege mai hain tu zaroor share karin :)
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے

    G bhai aapne thik Kaha Bahut Si commodities aur currencies ka awaz mein bahut relation hai jaan sake USD or Gold maybe coffee relation hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      G app naay bohot he acha point out kia hai ke USD aur Gold ke market ke b aps mai kafi relation hota hai , yah baat sahi b hai . yeh tu market ka direct relation kion ke Gold aur oil ke market mai trading he Dollars mai ho sakti hai iss liye dollars ka effect lazmi ho ga. Jo mai naay example de hai in per iss market ka indirect effect hota hai beshak woh kisi aur pair mai b trade ho rahy hon.
       
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
        Kafi currencies aise hain jin ka commodities ke price mai change annay say in ke price per b same effect hota hai. Aur trading kay doran in ko monitor karna lazmi hai , iss say ap ka trading analysis b acha ho ga aur trading ke decision making b bohot achi ho jiye ge.
        Wiase tu kafi sari currencies aur commodities ka apas mai link bohot he strong hai lakin mai 2 example share karna chaon ga.

        CAD (Candian dollar aur WTI Crude oil) :
        Dunia mai sab say ziada oil jis country say USA buy karta hai who Canada hai. Iss liye jab CAD Ke price up jiye tu iss ka effect oil per hota hai aur iss tarah say oil ke price change ka effect CAD per zaroor hota hai.

        AUD ( Australian Dollar) aur Gold :

        Gold Australia ke bari export hai aur Dunia mai Gold ke exports ma Australia ka 3rd number hai . iss liye Gold price ka effect Australian Dollar per aur Australian dollar ka effect Gold ke market per bohot strong hota hai

        Iss liye ager app in pairs mai aur In commodities mai trade Karin tu sath currency aur commody kay apas mai iss relation ka analsis zaroor kar liya Karin.

        Ager iss trah ka mazeed points aur pairs app kay knolwege mai hain tu zaroor share karin :)
        Ji Bhai aapne tea kha Forex trading Mein Bahut Si currency is aur commodities main Kafi relation hai aur USB ka relation to Bahut Si commodities all currencies Ke Sath Hai
        • #5 Collapse

          thanks dear app nay humery sath acha knowledge humery sath share kia hai humean us main ache our safe earning hum sirf our sirf currency trading ker sagty hain humera knowledge our experience kum hota hia to humean commodities main loss hota hai to app just currency trading ker k he acha profit ker sagty hain
          • #6 Collapse

            G han bhai ap ne achi information share ki ha agar ham gold aur crudr oil p trading krny lagyn tu hamyn chahye k sab se pehly ham ye currencies check kar lyn k up ha ya down tu is k accordinglyn trade open karyn tu hamyn bahut faida hoga
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Dear jaise k ap jante ho forex busines mai ap ko trading k liye boht se pairs diye jate hain jin ami currencies aur commodities hain in mai se ap kisi pe b kam kr skte hain lekin dekha jaye tu kabi currencies ki movement zyda dhotii hai tu kabi commodities ki movement zyda hoti hain ap smjh k aur seekh k kam kariam..

              اب آن لائن

              Working...
              X