Trading ik tarha ki emotional war hote hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ik tarha ki emotional war hote hai
    Bilkul trading k duran apke emotions kafe uncertain hotay hai apko decide karna parta hai k apko konsa trade kis cheez mai lena hai aya buy mai ya sell mai so os doran apki mind aor heart mai ik tarha ki jang jare rehte hai kabe apko lagta hai k buy lo kabe apko lagta hai k nahe sell mai lo so ye cheez trading k sat attached rehte hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yap my trading fellow app ny ache baat ki hai our forex aik emotional war hai jes main wohi trader kamyaab hota hia jo k us war maim apny emotions ko control kerta hai our pher usi ko us main success milti hai our us business main greed humera sab say bara enemy hai us ko kil ker k he kamyaab ho sagtyhian
    • #3 Collapse

      Aik achy trader aur ordinary trader mai faraq he emotion control ka hota hai . jin traders kay emotions per acha control hota hai woh trading mai bohot he ziada kamyab rehty hain aur jin traders ko emtion per control nai hota hai woh emotions ke base per trading kar kay apna loss karty rehty hain.
      • #4 Collapse

        Sorry my bro's mujy nai lagta k banda itna emitional hota he, bal.k ye to mukammal hosh me rehty huy aik maqsad hasil krna hota hehe isi ko trading kehty hen, karobar me jazbaat ki qadar nai hoti, wo jis cheez ki bat ap kr rhy hen wo feeling's ( ehsaasaat)hoty hen, dosto agar meen galt hoon to rahnomai kr dijiy ga ,thnks
        • #5 Collapse

          nhe bhai tarding emotional nhe banate hamen ham khud emotional ban jate hain jis se hamen loss hota hay agar ham relax ho k tarding karen bena greed k aur emotional ko use na karen to hamare lye tarding karna koi moshkil kam nhe hay ham easy se tarde lga sakte iska asar nhe parega hamare lye
          • #6 Collapse

            G aesa kaha is sakta hai kyon ke jab ap ko profit mil raha hota hai to ap ka dil kehta hai ke volume increase kar do loss mein ho to close kar do trade jab ke dono cheezain galat hain is mein ap ko apni planing pe chalna chahiye bus
            • #7 Collapse

              Yes dear bahut achi bat ki ha ap ne trading aik tarha ki war ha ap k aur ap k emotion k darmyan, agar ap emotion p control kar lyn gy aur lalach bhi nai kryn gy tu ap successfull ho jayn gy
              • #8 Collapse

                dear trading osii waqt kamiyab hotii hai jab ap es ko seekhte hain agar ap ne es ko seekhe bina start kiya sirf loss ho ga jo k nhn hona hcahiye forex trading business mai loss ki waja sab se zyda lalch aur market ko seekhe bina trading start karna samne aaya hai es liye ap ko aysa nhn karna chaiye aur shuru se he mehnat k sath kam karo...
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Bilkul trading k duran apke emotions kafe uncertain hotay hai apko decide karna parta hai k apko konsa trade kis cheez mai lena hai aya buy mai ya sell mai so os doran apki mind aor heart mai ik tarha ki jang jare rehte hai kabe apko lagta hai k buy lo kabe apko lagta hai k nahe sell mai lo so ye cheez trading k sat attached rehte hai
                  Ye to apny thek kaha jab traders emotional ho kr trade krty hain to traders ko loss he hota hai or jo traders apny emotional pai kabo pa jatay hain wo profit bna laity haun
                  FRD 07 TRADING JOURNAL

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X