robot ka istamal sahi hota hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    robot ka istamal sahi hota hay?
    bhai sahib kisi nay robots ka istamal kia ho to batay k in ka kaam kaisa hota hay inhain use karna chaye ya nai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mere khayel men to robots ka istemal theak ni hota hai robots ko chahe jitna bhi better bna lia jay but wo insan ki tarah to kaam ni kr sakta hai q k robots ko bhi to insan hi banata hai, robots men aap jo stragty put kr den ge wo ussi pr kaam kre ga lekin wo khud se to kch bhi addni kr sakta hai so isliye mere khayel men robots se trading na krna hi better hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum me especially joniors sun lain k googel pe bht se log robot ly k bethy huy hain simple logon ko lootny k liye ap un se door rahain bs
      • #4 Collapse

        Robot aek software hy his se automatically trading Hoti hy jab bhi entry point ATA hy trade auto lag jati or auto close bhi ho jati or men ne bhot se aise jagon pe para hy Jo kehty hen robot trading bhot khatarnak hy islie ap is se door rahen
        • #5 Collapse

          Robots trading kay software hoty hain jin ko traders automatic trading karny ke liye use karty hain. lakin maire khayal say iss per trading karna 2 reasons ke waja say sahi nai hai.
          Aik tu yeh ke robot mai bohot he kam aise hai jin mai tradng profitable hoti hai aur ziada tar kay result achy nai hoty hain.
          Aur dosri baat yeh ke ager traders robots use karin tu in ke trading ke learning stop ho jate ha kion ke trading software ke madad say ho rahi hoti hai.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
            bhai sahib kisi nay robots ka istamal kia ho to batay k in ka kaam kaisa hota hay inhain use karna chaye ya nai?
            Mujhe nahi lagta ke robot car Eastman Thik Hota Hai Kyunki Agar Hum revolts trading Karenge to manual trading nahi karenge aur hum kuch learn bhi nahi kar Sakenge
            • #7 Collapse

              mujhe rebot k bare men zayad amalom nhe hay aur na he maine kabe rebot ko use keya hay maen hamesha manual tarding karta araha hon is ki samjh he kafe mujhe maine suna he k rebot se tarding karne se loss hota hae but main abe new hon forex men jab maere pass bahut experience hoga to main rebot ko try kar k dekhonga
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                bhai sahib kisi nay robots ka istamal kia ho to batay k in ka kaam kaisa hota hay inhain use karna chaye ya nai?
                Mere khayal main to roboot trading achi nahi hoti or na he mujhe roboot tradinf krni ati hai main manual trade krta hon is sy mujhe seekhny ko bhi bohat milta hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Dear mere khiyal mai hum ko robot use nhn karna chaiye forex already boht he simply hai agar hum es ko aur sb simple karian gain tu hum ko es mai kch faida haisl nhn hone wala lehaza hum ko mehnat karnii chaiye na k es business mai loss karian..
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Dear agar ap mera mashwara manyn tu robot use na karyn trading mein kyun k robot k liye aik tu apko extra payment karni parti ha ur doosri bat k robot sari tradea profit mein close ni karwata is liye khud mehnat karyn aur analysis kr k khud trade open karyn

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X