Commodities vs currencies

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    New traders ko currencies main hi kam karna chaheye aur jab experience ho jaye to phir commodities main trading kr saktey hain. Commodities ki trading risky hoti hy aur is main loss ziada hota hy. Pehlay apna experience bana lain aur phir gold ya metals par trading krain. Experienced traders commodities sey acha profit bana saktey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      currency main trade karna sai hay humain agr succcess hasil karni hay to is main learning kar kay practice say kam karna ho ga jis say humain dollars main achi earning hasil ho gi
      • #48 Collapse

        Bhai mujy to currency p trading Karna pasand hy aur msib main kio kisi aur cheez p trading karoo jab mujy KO currency sy munasub profit mil jata hy to mujy kkussi as our p trading Karna acha ni lagta aur currency acha khasa munafa dy jati hy
        • #49 Collapse

          Bhae main nay to ab bus ker di hain currency trading k leay boht best hain us mian kam az kam account zero to nahe hta hai
          • #50 Collapse

            dear mujhy tu currencies ki khas samjh nahi ati hai, mujhy gold zada pasand hai, mujhy jab is month bounce mily ga tu men gold per trading keron gi, i just like gold.
            • #51 Collapse

              is forex main hamain jis pair main trade karni ho gi us ki currency ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k sucess ho saky gay aur market main achi trade karny k kabil ho skay gay aur profit ho ga
              • #52 Collapse

                mai tou es market mai new ho aur mai tou srif currency par trade krta ho. es ki waja ya hai k currency trade mai risk bohat kam hai.
                • #53 Collapse

                  Yes dear ap ki bat thek ha hume sarif ose currency ma kam krna chaiye jis ma hume profit ho hume is ma knowledge k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se important ha hum is ma nohat kuch hasil kr sakte
                  • #54 Collapse

                    mery khayal sy gold pr trading sab sy fit hy ap agr gold pr tradding kry kam lot pr toap ko agr profit howa to wo zaida hoo ga or agr lose hoo gya to itna nhi hoo ga yeh ap pr depend krta hy k ap ko kis chz ka experiance hy curriencies ka ya commodities ka.
                    Mehnat Me Azmat hai
                    • #55 Collapse

                      Dear mujay to currency main trade karna pasand hai kiun kay agar commodities per kam karain to aap ko pata hona chaiay kay sab say zada movement gold ki hoti per currency per spread bot kam hota hai jis ki waja say currency trading best hai kafi had tak banisbat gold kay
                      • #56 Collapse

                        hamain currrency ko learn kar k hi trade karni ho gi aur demo main practice kar k hi hum achi trade kar k run karein gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum earn karein gay aur profit hasil ho ga
                        • #57 Collapse

                          hamain trade karny k liye jahan tak mera kheyal hai k currency ko prefer karna ho ga ta k loss kam ho saky aur hamain jis pair main trade karni hai is k bary main learn karna ho ga ta k earning ho skay
                          • #58 Collapse

                            hamain jis pair main bi trde karni hoti hai us currency k bary main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur is say hamain faida bi ho saky ga aur trend ko use karny main bi asani ho saky gi
                            • #59 Collapse

                              is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay gay aur market main currency ko learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi muskil na ho skay gay aur market main emotion ko kabo main rakhna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                bhai mein ziyda tar currency mein he tarde karti hun mujha us sa acha profit milta hai commodities ka bara mein mujha itni information ni hai tabhe mein is mein trade karna pasand ni karti hun.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X