Forex Main Long Time Chalne K liye Mera Mashawara From MadihaSaeed
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Main Long Time Chalne K liye Mera Mashawara From MadihaSaeed
    ksy hain aaap sab member umeed karti ho pak froum pay din rat mehnat kar rahy hongy aaaj main ne socha hain k q na 1 asi post ho jy jis say log apne apne mind ki batain share kare topic ye hain k mere pas aaab 400usd ka account hain or main apne 400usd k account pay 0.03 ki 2 trade opan karti ho or har trade say 10 10 usd le k nikal jati ho jo k mere liye bhot he kafi hain jaab 1 trade ki 10usd pure ho jate main closs kar deti ho main ne logo ko 400usd ka accoutn b wash kar dekha hain agar hamari koi trade 0.03 ki lot say 50usd loss main chali jati hain tu hum ko chahiye k hum pher 100usd ka sl rak le agar 400usd ka account hain tu 100usd tak hamri hoi trade loss main closs ho jati hain tu hum 300usd say agian earn kar kste hain apne loss cover kar skte hain is bary main aaap kia kehte hain
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear main apki bat se agree karon ga kyun k account wash karwany se behtar ha k ap kam loss mein trade close kar do kyun k ap k pass agar 300$ bach jayn tu ap phir loss recover kar sakty ho lekin account wash hogaya tu uaka koi hal ni ha is liye behtar ha k ap stop loss must use karyn ta k apka account safe rahy
    • #3 Collapse

      ary miss madiha please joniors trader ko misguide mat karain ap bilkul jahil logon jes bat kara rahi hain forex trading system main koi aesi strategy nai jis main ap fix stop loss rakh lain bal k stop loss rakhny ka methoed depend karta hy apky trade setup me .. so please stop spam posting
      • #4 Collapse

        App nay kafi achi money management ke technique share ke hai. trading kay doran yeh kafi mushkil decision hai ke apni trading ko limited rakhin kion ke traders ko ziada greed ke waja say profit ziada nazar aa raha hota hai .
        Lakin app ke money management ke technique bohot achi hai aur traders ko iss per kam b karna chaiye , iss ke waja say traders apny trading account ko logn term mai sustain kar sakty hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
          App nay kafi achi money management ke technique share ke hai. trading kay doran yeh kafi mushkil decision hai ke apni trading ko limited rakhin kion ke traders ko ziada greed ke waja say profit ziada nazar aa raha hota hai .
          Lakin app ke money management ke technique bohot achi hai aur traders ko iss per kam b karna chaiye , iss ke waja say traders apny trading account ko logn term mai sustain kar sakty hain.
          yes main aaaapki baaat say agreee karti ho main ne kagi dekha hai hain k logo ka 500usd ka account hota hain or log bit lot laga lete hain ot yahi kehte hain k acbi trade profit main i gi abi i gi par asa nhe hota hain or vo log apni trade pay kafi loss kar dete hain yaha tak k accoutn b wash kar dete hain is liye main yahi kehti ho k agar aaapki trade 70usd loss main ho gai hain tu aapko chahiey k aaap 100usd ka loss sl rak le baqi 400usd tu aaapk bach jygy kafi log SL use nhe karte hain is liye asa krna mere khayal say thek hain
           

          اب آن لائن

          Working...
          X