as a muslim hamain hamara mazhab islam forex ki ijazat daita hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    as a muslim hamain hamara mazhab islam forex ki ijazat daita hay?
    dear pak forum members ap mujhay yeh batain k islaam hamain forex ki ijazat daita hay comments here agar koi islam ki roo say janata hay to.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear bro forex aik halal profession hy aur jo work ya profession halal hu us ko islam mana ya denie ni krta ,jis karobar main profit,loss ho wo work islam ke point of view se jaiz hy aur forex main ye dono factor involve hn ,aur jis karobar main fixing ho profit ki wo islam ki ro se haram hy
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Han g hamar mazhab islam hamain ejazat dyta hai q k is main amm bat jo krty hin is main koch bor kam hai nai to ejazt kis bat ki main mujhy bhat acha lagta hai is kism k top par bat krna
      • #4 Collapse

        Dear ye sawal pehly bhi kafi log kar chuky hain k forex trading jaiz ha ya nahi aur halal hai ya ni tu mery khayal mein ye har individual ko chahye k kisi aalim ya mufti se pochyn aur main ap logon ko ye kehna chahta hon k apny tor p kisi ko mat kahyn k jaiz ha ya halal ha ya haram,aur ham is mein mehnat karty hain post karty hain aur kuch real investment karty hain baqi apka zameer apko jo kehta ha ap wo mnyn
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          sir is ches ka hamay kuch ziada to idea nai ha lakin 50% to kha sakta ho k ijazat ha forex aek acha bussniess ha jis insan k pas koi bhi job nai ha to wo easily forex ma trade kr sakta ha or pak forum forex say post krta ha or ham aek pots pay bhi 5 mins lag jaty ha to ya bhi ham kha sakty ha hamri mehnat ha

          اب آن لائن

          Working...
          X