Hamari sehat per forex trading ka effect

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamari sehat per forex trading ka effect
    Forex trading ka hamari sehat per bad effect perta hai ky ham rat ko bhi jag jag ker market visit kerty rehry hain ky open trade kahan ponchi ya market main kia trade lagai ja sakti hai tou same bad effect sy bachny ky liay hamain kia kerna chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap ne boht achi traf tawaja dilai hay forex trading kiun kay ab cell phone tah aa gai gay aur ham raat ko andheray main bhi cell se market analysis kar rahy hote hein to tez roshni se hamri eyes kharab ho sakti hein aur mind tak effective ho sakta hay is kay sath sath tension se hamri sehat bhi kharab ho sakti hay is liye hamin chahiye kau without greed TP ka use karin aur tension free trade karin..
    THKS
    • #3 Collapse

      dosto app nay ache baat ki hai our forex ka humeri sehat pay tab asar zeada hota hai jab hum kafi time tak laptop ya computer ko use kerty hain chahy trading ker rahy hoon ya posting our dosra jab hum barey lot ki trade laga k tension lety hain to un chezoun day avoid kerna chahy
      • #4 Collapse

        forex ka koi bad efect naheen hey. ye wahm ki bateen hen . kisi kam men had e atedal sa barhna insani sehat par burey asrat murattab kata. ap myana ravvi iktyar kren aaram ka lia waqt bhi nikalen behtar ho ga.
         
        • #5 Collapse

          Dear brother agar aap kisi be Kam main bohat zyada involved ho Jain tu us ka sehat pay bohat bura asar hota hay is lay forex main be agar aap kisi time plan Kay baghir is Main lagatar Kam karien tu is ka be aap ki sehat par bura asar hota hay is lay is main aap aik maksoos time main he Kam karien tu better hay
          • #6 Collapse

            ye aik waham ki bat hey . forex forum par kam karney sa insani sehat par koi bhi bura asar naheen parta . ap agar had sa zyada koi bi kam karen ga us ka burra asar parey ga. magar ap waham sa door raheen mehnat karen apney aram ka khyal rakhen.
               
            • #7 Collapse

              Bhai mare khayal main to iss ka haal hai ke hum long term strategy apnanaen aur short term agar karen bhe to market open time main karen us ke alawa mahe aur apne nend k special khyal rakhwn
              • #8 Collapse

                pak forex forum par posting karney sey koi sehat par bura asar nahen parta ye wahmen logon key waham ki baten hen. is ki taraf bilkul dhyan na den apna kam jari rakhe . jitna zyada mehnat karen ga utna zyada earn karen gey .apney aram ka khyal rakhen.
                 
                • #9 Collapse

                  Dear main apki bat se agree karta hon forex trading hamari sehat p bad efect dal sakti hai agar ham proper rest ni karyn gy aur rat late night screen k samny kam karty rahyn gy aur aisy log bhi hain jo suba job p jaty hain ya jo student hain wo school college jaty hain tu aisy logon ko chahiye k neend pori karyn aur safe trading karyn lot choti use karyn aur achi trha analysis kar k trade open karyn ta k tension mein na rayn aur late night jag k market ko dekhna na paryn tp aur sl laga k tension free ho jayn
                  • #10 Collapse

                    Computer k samnay baithay rahnay or her time trading k chart ko follow kerte rehne se eyes or emotional problem ho sakta hai is liye management se chalain or ik dafa bharpoor acha sa analysis kerain or us pe bharosa kerain stop loss or take profit points lga k trading jari rakhain or wait kerain tab humain her time trade ki bhi zarurat nahi perti or hum apni health ka bhi khiyal rakh paty hain or famailies or socializing main bhi time de sakte hain.
                    :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
                    • #11 Collapse

                      dear forex trading really hamari seht par bura asar dalti hay, is bad effect say bachny kay liye mery khayal mn hamari account balance boht mazboot ye solid aur strong hona chahye aur hamen long trades open karni chahyen
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                        Forex trading ka hamari sehat per bad effect perta hai ky ham rat ko bhi jag jag ker market visit kerty rehry hain ky open trade kahan ponchi ya market main kia trade lagai ja sakti hai tou same bad effect sy bachny ky liay hamain kia kerna chahiay
                        Mera Nahi Hai unke Forex trading Mein kaam karne se Hamare Yahan Pe Koi Asar padta hai ya Hamara koi nuksan hota hai Kyunki Hame trading mein itna time nahi dena Padta
                        • #13 Collapse

                          jeee aapki baaaat thk hain har time PC k samne beth janna nazar kharab hoti han and dosri baaat ye k hum tenstion main rehte hain k kia hoga trade profit main ai gi k nhe and haaar time yahi rehta hain k accoutn wash na ho jy rat ko b apni mobile dekte hain k kia bana hain trades ka kafi asar pahrta hain humhan tradign ka
                          • #14 Collapse

                            sir hamri sehat pay trading ka koi bhi effect nai pharta ha qk agar ham chahiye to ha mobile pay bhi online trade kr sakty ha koi masla nai ha lakin ya wesy effect eyes pay kuch pharta ha qk ham sara time pc pay online hotya ha jis say moniter say eyes ko effect bhi phrta ha islay apkay pas lcd honi chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Is top par bat krna aor post krny sy hamri zindi main istamal hony wale forex trading main bhat sekny ko milta hai is ko thora time dyna chy g q k hamri zindi is kam k nai hai jo ham har roz ye kam krny par khsh hoty

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X