Accept Reject option oder closing k time..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Accept Reject option oder closing k time..
    Dear members ok pakistan forex forum ap ny kafi dfa dekha hoga k jb ham apna oder close krty hain to baar baar price change ka option show hota hae aur new price show hoti hae to apko pta hona chahiey k iski kuchh wajuhaat hoti hain for example net ka slow hona ya phr jo price broker k haq mn hoti h to broker wohi price show krwata hae aur jab markeet mn tezi hoto ye chakkar ziada hota hae.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jb market ki movment bhaut abruptly change ho rahi ho to yeh option ata ha. Slow market movement main yeh chez nai ati. So jb banday ko pta ho ga k kitni change ha price main to daikh k order lgata mm ta k koi nuqsan wali trade ap sell ya buy na kro. Thaxn to all dear fourm members
    • #3 Collapse

      Dear agar hum forex Market mai trading karty hain to hum ko ye pata hona chaye k hum jab bhi trading karty hai to aik net acha hona chaye aor aus k sath ye hai k hum ko ye bhi pata hona chaye k jab market mai moment zayda hoti hai to aus mai trade open karni ho ya close krni ho time lag jata hai ais liay tp wagera ya limit lagai ho to masla ni aata.
      • #4 Collapse

        yes my friend app ki baat the ye re quot ka option instaforex main trading kerty waqt ata hai our khas toor pay jab ap news k time trading market ki fast movement k oper kernay ki koshsh kerty hain to pher zaada masla ata hai but us ko tolerate kerna ho ga
        • #5 Collapse

          dear waisy order opening aur closing kay waqt mery sath to aisa kabhi bhi ni hoa, mn ny ap say pehli bar ye suna hay, ho sakta hy meri nazron say ye cheez na guzri ho waisy mn ny boht say orders close kiye hn mujhy to aisi koe cheez nazar ni ayee
          • #6 Collapse

            Dear mery khyal mein aisa sirf us time hota ha jab market ko movment bahut fast ho rahi hoti ha aur price change ho rahi hoti hai tu is liye option aa jata ha aur apko chahiye k aik dafa phir back ja k price dekh lyn us k bad agar profit mein he ga tu ap close kar dyn
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Bhai bilkul ap ne thek Kaha ye mere sath kafi dafa ho chuka or is ki do reason hen aek to hamara jab internet connection slow hota hy tab ye masla banta or dosra broker hamen price show Kam Kar wa Raha hota hy

              اب آن لائن

              Working...
              X