Jab mai apne history ko daikta hun tou maire losses profit k mukablay mai zayada hai lehaza mai ap logo say pochna chahta hun k mujay aisa kya karna chaheye jeski waja say mai apne losses ko kam karo aor profit ko zayada karo maine buhot say strategies ko apnaya par sub k sub mai nakam raha aab mujay ap logo ki best suggestions ki zarort hai taake mai right tareeqay say trading start karo .
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим