trading business man kamyabi k luy taleem

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading business man kamyabi k luy taleem
    bhai trading man kua only woh trader he kamyab ho skty hain jin k pass taleem hoti hai? kun k forex man to kafi study krny se he knowledge milta hai? agir ksi trader k pass taleem na ho to kua woh bhi agir mahnat krta hai to kbi kamyab ho skta hai k nhi ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jeee apki baaaat bilkul thek hain bhot say achy achy trader hain jo kafi acha earn b kar rahy hain par bhot say asy traer b hain jo k bhot achy trader hote hove b loss kar dete hain qk forex hamare hisab say neh chalti hain hum sairf or sirf merkat ko samjhte hain agar hum merket ko thek tara nhe samjhy gy and demo pay kaaam nhe akre gy tu kafi losss kar skte hain
    • #3 Collapse

      g han forex business me har trader ki yahi koshish honi chaye key wo forex ki proper taleem hasil kary or es business ko achi tarha study kary, traders ki kamyabi ka daromadar us ki learning or expernice par hi hota hay.
      • #4 Collapse

        Forex taleem her trader k leay zarori hai pher he us main dosto hum acha profit earn ker patay hian ager to us main app hard work nahe kerty hain to pher ap ko us main as a permanent business ache earning nahe ho ga forex aik world level ka business hai us main success k leay boht mehnat kerna ho ge
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
          bhai trading man kua only woh trader he kamyab ho skty hain jin k pass taleem hoti hai? kun k forex man to kafi study krny se he knowledge milta hai? agir ksi trader k pass taleem na ho to kua woh bhi agir mahnat krta hai to kbi kamyab ho skta hai k nhi ?
          Forex trading main succesful hinay k liye traders k pass taleem ziafmda na bhi ho to msla nahi hota lajkin agar traders k pass knowledge na ho to wo achi trading nahi kr skty
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Education itni ho ke ap ko likhna parhna ata ho ta ke ap jo search karain us pe ap ko aboor hasil ho is mein mehnat hai education ho to benefit hota hai lekin na ho to koi zeyada masla nahi haib
            • #7 Collapse

              Is kam main koi chez muskilnai hai trading business man banny k lia apko taleem ki bhat he zida zarort hai is main wo admi kam kr sakta hai jo is forex ko bhat zeada time dyta hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                dear taaleem to aisi cheez hy jis k baary zingi k kisi bhi maidaan mein kamyab hona mushkil hy issi tarah forex mein bhi taleem yafta hona important bhi hy aur useful bhi keun k forex aik complete business hy aur kisi bhi business k liey taaleem ka hona bahot zroori hota hy

                اب آن لائن

                Working...
                X