Learning of forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    forex par learning k lia boht kuch milta ha.logon ki guftago se new information milti ha.boht kuch sekhny ko milta ha.dost milty hen doston ki baten mazy mazy ki .:p
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      Jii aap bilkul thek kah rhay hai kai hamin is business maoi jo kch daily learn karna ko milta hai woo oor kisi bi business mai nai milta aand usi ka sath sath is main ahm achy earning bi kar skty hain .But us ka liya aap ko bht hi achy learning karni ho gy then jaa kar hii aap apnay target ko achieve kar saky gai so learn and earn
      • #393 Collapse

        forex mai trading kerne ke liye app ko koish kerne hote hai ke app jo hai wo hamesha market ke baray mai ache tarha se jaan le kuin ke market mai wohe trader kameyab hota hai jis ke pass knowledage ache ho.
        • #394 Collapse

          Dear, i am agree with you tyhat forex is a worldwide business and not ending till end of world so we have to learn it completely and than work on it
          • #395 Collapse

            if a new trader wants earning from this market,then got learning about this market,without learning you can earn any thing from this market,so very careful about the risk factor of this market,so do with care strategy.
            • #396 Collapse

              han g bhai ap thek keh rhy ho ye asa he business hai jo kabhi htam nhi hota aur isy learn jitna kiya jaye utna he acha hota hai is mein ap apni marze ka profit earn kr skty ho aur apko is mein koi time fix nhi hota jab apka dil kry day n night ap work kr skty ho agar ap job krty ho to part time kr skty ho aur ache income bana skty ho
              • #397 Collapse

                forex businss me kam karne wale trader doston ko me b yeh kehna chahunga k befikar ho jaen relax ho jaien is soch se k kabhi yehy business khatam hoga, jab tak electricity or banks dunya me mojud hain yeh business kahin nahi jane wala qk yeh woh business hai jis me dunya ki governments or state or central banks aapas me trading karti hain.
                • #398 Collapse

                  saalaam bhai jee app forex mein learning karna chahtay hain tu appko tension laaynay ki zarooat nahi hai app ghar bethay bethay learning kar saktay hain app ko is mein mehnaat karna ho ge is kaay begair app forex mein kaamyaab nahi ho saktay
                  • #399 Collapse

                    han g apne thek kaha ha hamen foren business ko achi trah learn karna chaheye or pori emandari k sath is business ko karna chaheye or khob mehnat se is business ko sekhna chaheye phr ham is main successful ho jayen gay
                    • #400 Collapse

                      Forex trading ki learning ap jitna achi tarah sey karengy utna he ap ko is mien advanced how know hogi ap achi tarah sey trading setups key barey mien decisions ley sakengy ap ki money management ki skills bhi bhot achi hongi is tarah sey ap ko faida hoga.
                      • #401 Collapse

                        mai ap ki baat sy totally agree krta hoon dear,forex aik bht he acha online business hy,is mein humein aoni mehnat ka phal milta hy,humein utna he milta hy jitny ki hum koshis krty hain,yeh aik internation market hai,or international business hy,jo k jobless peoples k liye aik achi opportunity hai,
                        • #402 Collapse

                          forex ko seekhny ky ky agr ap ne kya to ye bahoot acha result dy gi es ky leye ap ko peler learn ky zaroort he must fr es ko demo par practice ki jy to best result imporve hota he keo ky training is the must of this in forex tutorial ko u tube me bhe kya a skata he
                          • #403 Collapse

                            seekhna and practice krna forex me boht zada zarori ha, learning k bgair koi earning nahi ho skti and agr ap tukkay pa trading kar bhi lain tab bhi koi faida nahi hota q k ap profit kama len gy aik dafa mgr next time ap ko loss hu skta ha and phir sara kamaya hua profit bhi waste ho skta ha so is liye forex me earning k liye learning boht hi zada zarori hoti ha.
                            • #404 Collapse

                              Bahi jaan insta forex main learning or prcties dono he ehmeyat ki hamal hain. dono he lazm o malzum hain. in dono k bina trki mumkin nahi. in dono kahona bohat he zrori hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                gg han jab tak hum forex ko learn anhi karyn gayn hum ko is kay bary amy kuch bi nahi pata cahly ga ur hum bina knowlge kay profit nahi kama sakyn gayn ur hum ko market may loss ho jay ga is liyea hum ko sab say pahly forex ko learn karna ho ga tab hi hum kamyab ho sakty han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X