Hamin apni mistakes say sikhna chiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamin apni mistakes say sikhna chiye
    Dear members forex business main sirf wohi kmyab hay jo apni mistakes say sikhta hay aur dubra wo ghalti nhi karta hamin apni mistakes se sikhna chahiye ghlti se ham both sa loss kar bethty hien aur maximum next time wo mistake hamse repeat ho jati hay so is se lazmi bachna chahiye..
    THANKS
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ap ki bat sahee hy g k agar hm log apni hi ghltio sy seekhna shuru kr lain to mery khial main forex trading main trading k doran bahut ziada log ziada profit kmana shuru kr lain gy kio k insan jo cheez apni life main ghltio sy seekhta hy wo kbi bi ni bhoolta aur kisi business main agar koi ghlti kr ly to jab usko us ghlti sy loss ka andaza ho jata hy to dobara wo kbi bi aisi ghlti ni krta
    • #3 Collapse

      ye baat bilkul sahi hay k insan hamesha apni mistakes sy hi sekhta hay galti to insan sy hi hoti hay liken jab hm sy koi glti hujae to ainda k lie hum muhtat rahtay hain k asi galti dobara na ho
      • #4 Collapse

        Brother aap ki baat bilkul theek hay isnan ko apni gltiyon sa sekhana chahay aur koshah karni chahaya k dobara wo galti na dorahain trade k doran koshah kari chahya k dosaron ki exprence sa fahada uthna chahay ya lazmi tu nahi aap apni mistake sa exprence lana doaron ki mistake sa be aap seekh sakta hain
        • #5 Collapse

          jee main aaapki baaaat say agreee karti ho forex main wahi kamyab hain joapni ghaatiyo say sekh lete hain agar hum wahi ghaltiya pher kare gy tu pher hum apna accoutn wash kar degy par kafi lg wahi ghaltiya pher kar dete hain jis say vo pher baad main khete hain k hum ko apni ye ghaltiya dobara nhe karni chahiye thi
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
            Dear members forex business main sirf wohi kmyab hay jo apni mistakes say sikhta hay aur dubra wo ghalti nhi karta hamin apni mistakes se sikhna chahiye ghlti se ham both sa loss kar bethty hien aur maximum next time wo mistake hamse repeat ho jati hay so is se lazmi bachna chahiye..
            THANKS
            G bilkul hamain jab loss hota hai to hamain apni misktaje ko daikhna chaye k hamain loss kis wja sy hoa tha or phr hamain apni us mistake ko thrk bhi krna chaye
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              G hmain apni mistakes se is liye seekhna chahiye kyon ke w/o hmain hi faeda deti hain future mein in se ap ko ye pata chalta hai ke in future app ne my a mistake nahi karni knowledge milta hai experience hota hai bus ghabrana nahi hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                jee ha sir kaha to apnay bilkul thk ha apko jis waja say loss hota ha to usay kuch hasil krna chahiye kuch seakhna chahiye qk agar apko aek dafa loss hoa ha or ap wohi mistakes again krty ha wo bhi loss ho jata ha islay apko jo loss hoa ha usko dakhna chahiye k kis waja say hoa ha takay ap again loss nai balkay profit hasil kr saky

                اب آن لائن

                Working...
                X