Fix stoploss hona chahye ya adjustable as per market conditions????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fix stoploss hona chahye ya adjustable as per market conditions????
    ASLAMUALEKUM my fellow members main ek cheez main bohat struggle kar raha tha stop ke mamly main ke kuch loogn ka khayal hai stoploss ko fix hona chahye jasy agar eurusd daily tf hai to 100 pip ka jub ke kuch loog kahty hain nahe as per market conditions agar market spike day rahe ho to stop wide rakhen agar smooth ho to kam rakhen. ap ka kya rae hai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    merey bhi agar che mera tajarba bahut kam hey lekin merey khyal or tajarbey key mutbiq stoploss fix hona chia q k agar ap fix na karen or market mukhalif men move karey to ap jhooti umeedoon men phas jaen gey ke mareket abhi return krey gi abhi return karey gi.
    • #3 Collapse

      Dear stop loss sab he fix hotay hain laikin aap ko pata hona chiay kay jab bhi hamain market main profit hota hai ya loss jaisay hamara bonus account hai is fixed spread hai. Or is waja say at news time jo bhi market conditions hun is bonus account per hamara stop loss or take profit hit hota hai.
      • #4 Collapse

        stop loss Ranjit Rana awais a stop loss Lagate Hain market bhi usme acche se aapko follow karegi iska direction bhi aapke liye change ho jayega
        • #5 Collapse

          Stop loss tu ap apni marzi se kisi bhi waqat market ki conditions ko dekh kar change kar skte hein lekin stop loss lagana bahat zarori hai is se ap ko trading main befikri hoti hai aur aur pur sakoon ho kar apni trading jari rakh skte hein stop loss adjustable ki market main kafi value hai
          • #6 Collapse

            jab app dost technical analysis krty hain to pher aik value pay stop loss our aik pay take profit set kerty hain to us analysis main wo level ya to resistance hoti ha our ya support jo sl ki hoti hai ager us sy ap adjust karo gay to pher lazmi baat hai sl hit ho ga market us ko retest ker k wapis jati hai to theek nahe to sl hit honay dain
            • #7 Collapse

              ye to hr trader ki apni strategy hoti hy k wo trade lagaty waqt fix stop loss lagata hy ya market behavior change hony k sath sath stop loss ko bhi adjust krta jata hy is mein phir ye hy k apko stop loss adjust krny k liey hr waqt online reh k pc ya mobile ko dekhna parry ga aur isky elawa agr trailing stop ka option use kiya jaye to wo ziada best rahey ga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Har trader apni apni trading apne knowledge or apne experience ke mutabik trading karta Hy or apne ye us ke knowledge or us ke experience or depand karta Hy us ki strategy is wo apna sl kitna or Kahan pe rakhta hy

                اب آن لائن

                Working...
                X