Buy aur sell indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Buy aur sell indicators
    Dear traders forex trading business main trade krnay kay liey sab say best indicators hotay hein kiun kay yeh indicators he market ki sahi direction batatay hein aur in indicators ko folow karna both he zarori hay indicators ko folow kiye bina ham forex trading mein kabhi bhi kamyab nahi ho sktay..
    THANKS
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai main indicators ko use nehi kerta just market analysis jo market news fundamental analysis aur dollar index ky zariay ker ky forex market main trade kerta hun indicators isliay use nehi kerta ky yeah post movement per banty hain future movement ko indicate nehi kerty
    • #3 Collapse

      Bahi ap ki theahk hai laken serf indicator pr focuse nahi krna chaya sath sath market ki movement or analysis bi karain kiun ka market ka trend ka sath indicator bi change hi jata hain is lai ap full indicator ka oper atemad nahi kr sakta wakti tu pr use karain lake market ki position ko bi monitor karain lazmi tb trade lagain
      • #4 Collapse

        Haan dost easa he but app aik indicator k oper her time kabhe bhe forex market man success nahe ker pain gay ap ko us ka knowledge increase kerna ho our different kisam k knowledge ap k pass hooon gay to pher he us main app apni trades ko easily manage ker pain gay
        • #5 Collapse

          bhai indicator ho ga to best ho nahe sakta kun ke sub indicator helping material hain koe perfect nahe perfect aur sub se acha indicator at the end ap k price khud hai jis ko read aur encode karna ap ke dimagh ne hai aur us se best koe indicator nahe yeh mara pore trading experience ka nichoor hai
          • #6 Collapse

            coach indicator PaytmKitni Achhi aapki Yahan Par payment Hoti Hai Jitna aapke paas balance Hota Hai Aap Yahan Par usko use karte hain aur Jyada Se Zyada topic banane ki try karte Yah
            • #7 Collapse

              Mere bahi market mein buy sell aghr krna hai tu sub se phely apny apko check krein kya ap trading ke kabil hain ya apko profit nhi hota bahi sub se pehly money KO management krein taqy acha profit mily aur capital save rhy
              • #8 Collapse

                indicators istemal bhi is liay hota hay ka trader ko is main thek time sell aor buy ka pta chl sky aor trader ko indicator main experience ho aor trader market ko follow krain aor trading main kmaybi ho gi jb buy aor sell thek jaga pr laga howa ho ga
                • #9 Collapse

                  Dear brother forex trading mein indicator ka bahot bra role Hai apko indicators ko follow krny se big profits mil skty hain is lye indicators ko us waqt follow krein jab apko acha profit ho warna indicator ko follo na krein
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                    Dear traders forex trading business main trade krnay kay liey sab say best indicators hotay hein kiun kay yeh indicators he market ki sahi direction batatay hein aur in indicators ko folow karna both he zarori hay indicators ko folow kiye bina ham forex trading mein kabhi bhi kamyab nahi ho sktay..
                    THANKS
                    Mai aap ki baat se agree nahi karta indicators se Hame trading karne mein helps Dur milti hai lekin indicators computer hundred percent right nahi hote
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Sell indicator gold pr bahot zauda tez hai is lye apko gold pr trade open kr deni chahiye mujhe yakeen hai wahan apko bHot acha profit mil skta hai aur woh profit hasul krein mehnat krein

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X