Konse cheez important hai time investment or money investment

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Konse cheez important hai time investment or money investment
    Ache trading k leye aor successful rehnay k leye dono cheezay important hai time investment say ap forex business ko learn karte ho k kaise trading karne hai kaisey success ko hasil karna hai ye tamam cheezay jo ap struggle karte ho time investment he hai eske bad aata hai money investment so ye be important hai k forex business ko start karne k leye apko money invest karna hoge so jab ap dono cheezo k invest kar laite ho tou ye ik complete business ban jata hai apke leye .
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mery dost forex trading main kamyab hony k liy ap ko sab sy pehly time dy k is business ko seekhna ho ga aur jab ap is business ko seekh lo gy to phr ap is main investment kr k forex trading main trading kr pao gy to matlab yeh hova k forex trading main kamyab hony k liy time ki investment aur paisy ki investment dono bahut ziada lazmi hain in dono sy hi ap kamyab ho sako gy
    • #3 Collapse

      Sab se pehle time kyon ke agar ap time na de Payne to phir ap ko seekhne ko kuch nahi mile ga aur money management ka ye hai ke agar ap na karain to jitni hai achi trade ho ap loss kar sakte hain kyon ke account barfasht nahi kar sakta throa we hai minus hona
      • #4 Collapse

        Dear aap ny kafi achi post share ki hy aur is py main simply yehi kahon ga k forex mein new traders ko chahiey k woh forex mein time invest krein ta k wo forex ko achi tarah seekh sakein aur apna experience barha sakein aur puraany expert traders money invest kr k ziada confidence k saath behtr trading kr sakein
        • #5 Collapse

          Dear ye dono cheezein hi forex trading mn importance rakhti hn time investment r money investment. Time jitna zyada ap forex ko dengy utna zyada ap ko experience b aye ga r trading k lye time to zaroori b ha r doosra investment k baghair ap business start b ni kar sakty.investment hogi to trade open hogi r profit hoga.to is ka matlab k ye dono cheezein ahm hn.
          • #6 Collapse

            ji jnab forex trading k ilawa agr kisi aur business me b dekha jaye tw dono chezen required hoti hen tbi aap ka business kamyaab hota hy aur aap ko profit deta hy. agr aap in me se koi ak b invest nhi kren ge tw aap kamyabi se ak step door rhen ge.
            • #7 Collapse

              Bhai jee kamyabi kay liye dono time aur money invest karnay ki zaroorat hoti hay tabhi kamyab mil skti hay aap kisi bhi business mian sirf investment laga dian aur time na dain to aap soch sakty hien kay us ka kia haal ho ga wo tabha ho jaye ga har kamyab business main time bhi daina parta hay jis se traders ko profit earn ho saky jo is ka maqsad hay..
              THKS
              • #8 Collapse

                Forex main pehle time invest karna chaye is se apki trading main bhtri ati hai aur jb ap yeh smjh lein ke ap aik smjh dar trader hein tu phr ap jitna asani se invest kar skte hein wo karen .Time lazmi den forex ko koun ke ap ko time ka result aik na aik din zaror mily ga time kbi bhi mehnat karny walon ko na umeed nai karta jitna bhi ap ny time dia hota hai us ka phal ap ko jaldi ya pif dier main ho milta zaror hai
                 
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Forex main pehle time invest karna chaye is se apki trading main bhtri ati hai aur jb ap yeh smjh lein ke ap aik smjh dar trader hein tu phr ap jitna asani se invest kar skte hein wo karen .Time lazmi den forex ko koun ke ap ko time ka result aik na aik din zaror mily ga time kbi bhi mehnat karny walon ko na umeed nai karta jitna bhi ap ny time dia hota hai us ka phal ap ko jaldi ya pif dier main ho milta zaror hai
                   

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X