forum posts kay baad waqfa kerna chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    G nahan ap ko post krny k bad vaqfa krny ke koi zrort nahan ha q k forex man phly se he 30 sacent ka wqfa ha jo k ap k post ko lekhty he pora ho jata ha phir ap jalidi se os post ko uplod kr dety han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ji nahi aap chaho to continue forum me psoting kar sakte ho yeh depend aap per karta hai ke waqfa kare yea continue kare .waise forum wale ka rules nahi hai aap waqfa karke posting karo .
      • #48 Collapse

        dear forum main posting k doran apki merzi hoti hai k appne es main wakfa laina hai k nai kue k es main har baat or time app par hi depend karta hai k kitna time apne posting ko daina hai or kitna apne dorsaay mamlat ko.
        • #49 Collapse

          nahi ji aisa kuch bhi nahi ap ne jahan se bhi suna hai wo wrong suna hai aur ap ko Pakistani forum ke hawale se wrong information di gi hai ap unlimited posts kar sakte bagaar kisi gap ke is main koi rook took nahi hai but ager rule ko follow nahi karte hain tu ap ka account ban kar diya jaye ya ap ki un posts ko count nahi kya jaye ga
          • #50 Collapse

            no my friend.aisa koi rule nahee hai,apko kisee ne ghalat information provide karee hai.koi 5 sawaalon kay baaad 15 minutes ka gap nahee dena parta.apko apnee 45 posts complete karni hoti hain per day.ek hee wakt men.ye nahee kay aadhee subah krli or aadhee raat men.
            • #51 Collapse

              oh g Question ye hay kay kiya har posts kay baad waqfa lazmi kerna chahye keou kay me nay suna hay kay 5 posts kay baad 15 minutes ka waqfa lazmi dena ''''''''''''''''
              • #52 Collapse

                jee nahi bahi esi koi bat nahi agar ap continiou be tamam post karty jain to be koi bat nahi hoti hai lakin agar kuch wakfa kar kay post kartian hai to yeh behter hota hia , wasy ap ka account is say ban nahi hota hai
                • #53 Collapse

                  ok good posting ka waqfe ke zarore nhe 15 mint band waqfe line zarore nhe hum 2 gant mein yhe 1 gant mein 45 posting karn sakte bger waqfen ka wafen na line '''''''''''''
                  • #54 Collapse

                    nai bhai aisa kuch nai hay aap aik sath bhi 30 ya 35 ya 40 posts kr skty hen waqfa zarori nai hy ye wrong bat hy ka accoutn bann ho jata hy. kei log 40 ya es sy bhi zayada posts lagatar krty hen on ka to account bann nai hota.
                    • #55 Collapse

                      45 posting karn sakte bger waqfen ka wafen na line to humera acount kbhi banad nhe hot humera acount copy past karn se banad hote hein.esa koi forum rule ni hy k 5 posts k bad 15 mint waqfa karna hy warna account bane ho ga ap ko ksis ny ghalt bataya hy han 2 posts k darmiyan 1 mint ka waqfa hona chahiay
                      • #56 Collapse

                        I guess it's the soul position. Trading in the Forex industry to interchange and to achieve success in the enterprise mankind. There is backing for a distribute. incentive bucks switch and use to succeed success in a charged calculate. Dealing interchange transaction and realize.
                        • #57 Collapse

                          there is no relax time between one post to another and if you want relaxation it is another thing but there is no rule that you have to take time after on post but the better thing is that if you want to increase the quality of reply then you have relax after some posts
                          • #58 Collapse

                            nhai yar forex may rest koi zarori nhai hay ap sary post without gap kay bhi kar sakthy hay mery bhi forex may ye nhi hay kay 5 post karnay bad ap ko 15 minute ka gap chaiye 'your thinking is wrong.. weaasy ap aggar thora sa gap dena chatay hay to kam sa kam 30 post ka bad 2,3 minut ka gap day sakthy hay ............I am very glad that you asked like this question
                               
                            Last edited by ; 21-05-2014, 02:06 PM.
                            • #59 Collapse

                              bhai aisa koi bhi rule nahi hai waqka lene hai tou le leen lekin aisa koi bhi conditions or rules nahi hai is jis mai ye likha ho ke account banned ho sakta hai break nahi dene se.thanks.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                g nahi aysa kuch b nahi hai i am not agree ur question ap aram se jitna chahye post kar sakten hai koi problem nahi apko kisi ne galat suna hai .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X