forum posts kay baad waqfa kerna chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    agr ap thk gay hain to apko is may wakfa karna chaya jo is may apko kuch rest mill sakay or bir ap achay trarikay k sath trading kr sako or is may apko profit mill skay or ap ko income hasill ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Nahi maere bhai aesa kuch nahi hai mere bhai ap jitna marzi chahy posting kar sakty hain jitna marzi time sirf kar k posting kar sakty hain is se ap ko bonus barhta rahy ga or ap achi trading kar sakein gy.
      • #153 Collapse

        my de3ar firend hame chahiye ke hum har waqt har kaam rules ke sath kare . hame foroum me posting karte waqt baqi tamam kaam chorhne chahiye kioke fresh mind se hum acha trading kar sakenge . hame foroum me posting karte waqt ache posts karne chahiye jis se foroum ko bee faida mele
        • #154 Collapse

          Nahin dear Pak Forex forum py esa koi rule nahin hai yahan esa nahin hota k ap ko 5 posts k bad 15 mins ka waqfa dena pary , ye ap k khud py depend karta hai k agar ap waqfa dena chahen to dy sakty ho , thori dair relax kar k fresh hony k liye.
          • #155 Collapse

            dear friend app n ejis se bhi ye suna hai ghalt suna hai app jitni chahain post kersakte hain is ke liye koi waqafa zarorri nahi hota forex app ko 24 hour kam kerke ka mqa deat hai app jis tine behter samjin app kam karin
             
            • #156 Collapse

              no dear friend i think esa koi problem nahi hae agar ap ki posts topic se related and minimum 2 line ki ho to hum jitni marzi post kar len humara account blocked nahi ho ga and hum every post ka bonus count kar sake ge
              • #157 Collapse

                Its very informative threads for the forex and pakistani forum users, we should to read this and follow this threads as well. as per my understanding and knowledge we must should to gap 5 minute between posting our comments. i think its not take much time while posted our commens.
                 
                • #158 Collapse

                  ager aap apni marzi seey waqfaa kernaa chahteey hai tu ker lijyee wesaay forex ki taref seey koi requirement nahi heey waqfa kerneey ki aur naa hi aap ko koi difficulty paish aati heey aap keey account peey koi problem nahi creat hoo gi aur aap ka account bi chalta raheey gaa ager muselsel work kertaay rahyee aap ko uss ka bonus miltaa raheey gaa jitna aap kerna chahteey hai
                   
                  • #159 Collapse

                    forex forum ke site kafe acha site ha hame is me positng karne ke liye hame hare post ke doran 1 2 mint ka wait karn caye is liye hame caere full ho kar posting karn cahye
                    • #160 Collapse

                      i think k aesa kch nahi hota hai!!!ye zaruri nahi hai k ap har 5 posts k baad break len warna account ban hojae ga!!aesa kch nahi hota hai!!me bhi ek hi waqt me 50 postings krleta hun!!but aesa kch nahi hua hai!!!
                      • #161 Collapse

                        posts k bad waqfa na karo lekin jaiza ly lo k han market kaisi ja rahi ha us ki bina py faisala karo ,lekin waqfa to tab hi karo ja sara kam ho jaye aur paisy hath me aa jayn kiun k itni mehnat k bad thori aur kar k phir hi rest karo.
                        • #162 Collapse

                          jab hum posting kr rahy hoty hen to us time hamara mind full time work ker raha hota hy but during posting hame break nahi lena chahye or jab ap pani require posting ker le tab ja ke thora relex kre
                          • #163 Collapse

                            dear i don't think ke account banned ho jaye ga ya post deduct ho jaye ge ... kionke mai bhi posting kar raha ho aur mai ne aik time mai 40 post n bhi keye hai aur waqfa nahi kya lekin mere bonus mai koi kami nahi aayi hai
                            • #164 Collapse

                              G nahi dear yeh ap ko kisi ny galat guide kya hai k posting k baad time ka waqfa dena chahye mai daily bgair time spend kya kafi kafi dair is pe posting karta hon mjhe to aj tak kuch nahi sowa so humain bas posting k doraan 30 seconds ka fasla rakhan chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                nahin bhai app nay jis se bhi yeh suna hai galat suna hai app lagataar jitni chahain posts kar saktay hain koi limit nahin hai aur na he account ban hota hai bas app ko yahan rules ko follow kartay huay posting karni hogi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X