monday normal day

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    monday normal day
    monday ko market bohat slow hoti hai ye normal day hota hai trading k liye ur fariday ko market bohat fast move krti hai jise trader ko kafi lose hota hai fariday ko hume experince use kr k profit hasil krna chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Monday ko mostly market slow observe hoti hai but week k start main kabhi kabhi bohat market ki liquidity hoti hai or bohat eham news hoti hain jo market main big effect deti hain jis se bohat change ata hai market main so humain muhtat rehna chahiye or news ki sites pe important or big impact news pe nazar rakhni chahiye.
    :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
    • #3 Collapse

      Yes of course forex main monday aik normal day hota hai is per ham trading nahi kar saktay hamain pata hona chiay kay is din normal news hoti hain. Or Thursday or Friday ko apnay bonus account per trading karni chiay bas.
      • #4 Collapse

        Dear monday aik kisam ka normal day hota hai laikin aap ko pata hona chiay kay forex trading main jab bhi ham trading kartay hain technical Annaylis per kartay hain or agar hamaray Annaylis achay hun or ham bonus account per trading kartay rahain to ham kafi acha profit hasil kar saktay hain apnay bonus account say.
        • #5 Collapse

          Dear monday ko be week k baqi day ki tarha he trade hoti hay friday ko aksar fast trading hoti hay jis sa profit or lose zayada hota hay friday k bad market 2 din close rehti hay monday ko jab trade start hoti hay friday k hasab sa nahi hoti jis ki waja sa hum ko monday slow lagta hay
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: shahbas786 پيغام ديکھيے
            monday ko market bohat slow hoti hai ye normal day hota hai trading k liye ur fariday ko market bohat fast move krti hai jise trader ko kafi lose hota hai fariday ko hume experince use kr k profit hasil krna chaiye
            Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha Monday ke din market slow move karti hai isliye market mein jyada risk bhi nahi hota
            • #7 Collapse

              Waqiy hi dear monday ko jab market open hoti hai tu hume os waqat trading nai krni chaiye market dora zada move krti hai hume zad tar rat ko trading krni chaiye
              • #8 Collapse

                forex trading aik aisa business hy k ap ko jab tak is ka experience ni ho ga apko is main kamyabi ni ho gi to trading k liy chahy monday ho ya Friday apko is business main profit tab aay ga jab ap ko mokamml experience aur knowledge ho ga to kio k apki bat theek hy k monday ko market slow hoti hy per sham 5 bjy forex ki market taiz ho jati hy aur ap forex trading sy profit hasil kr sakty ho
                • #9 Collapse

                  Dear ye zroori nhi k hr monday ko market slow ho kabhi kabhar market pehly din sy hi fast hoti hy aur market jesi bhi ho fast ho ya slow trading mein profit trader ki strategy ki wajah sy hota hy aur agr ham market ko behtr andaaz mein analyze krein aur saath mein news ko bhi dekhty rahein to ham daily basis py successful trading kr skty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: shahbas786 پيغام ديکھيے
                    monday ko market bohat slow hoti hai ye normal day hota hai trading k liye ur fariday ko market bohat fast move krti hai jise trader ko kafi lose hota hai fariday ko hume experince use kr k profit hasil krna chaiye
                    Ji Bhai aap ki keh rahe hain Monday ko Aksar Vakitlo Mohabbat Hai Lekin Agar Saturday or Sunday ko koi Badi News Aaj Hai Toh Phir Monday ko market Teji se mueve karti hai aur Friday ko bhi market slow hai move karti hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X