Trading signals
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading signals
    forex trading indicators signals tool traders ko buying or selling orders key ley critical decisions leny me help karti hay or indicators ki bahot zeyda types hoti hay or traders indicators ko apny trading plans or strategies key mutabeq es ko use karty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear iss baat men koi shak ni k indicators hamare liye bahot useful hote hain aur hamen market ko analyse krne men bahot ahm hote hain,but dear koi bhi aisa indicator ni hai jo hamen croectally market ka trend bta sakke isliye hamen chart pr bhi gor krna bahot zaruri hota hai q k jab tak hamen chart se koi confirmation na mill jay uss waqt tak hamen Bilkul bhi entry ni leni chahiye, agar ham apni trading ko only indicators pr chor den ge to iss se ham wrong ho sakte hain.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Trading signals main indicators atay hain hamain chiay kay in indicators kay rules read kar lain aik dafa us kay bad trading karain ta kay hamain profit agar kam ho to loss bhi kam ho. Bonus account per profit karna sab say mushkil kam hota hai waisay to.
      • #4 Collapse

        Trade signalssss....

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        forex trading indicators signals tool traders ko buying or selling orders key ley critical decisions leny me help karti hay or indicators ki bahot zeyda types hoti hay or traders indicators ko apny trading plans or strategies key mutabeq es ko use karty hey.
        Ajkal bahot c website hain jo kehti hain k ham signal provide krty hain aur apko profit hi profit ka lalich dyti hain mgr ik baat ko mind men rakho k kia surety hae k wo itny qabil hain k unky signal accurate honn. Lehaza apny py daromadar kren doosron py ni.
        • #5 Collapse

          Aslam o alikoum dear brother daikhain aj kal too kafi web sites hain jis main market kay analysis say mutaliq bataya jata hai kay kis pair per aap trade krainaur kisi pair main loss ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Agarche indicators bohut hi useful hotay hain forex traders ke lie lekin in ko study karnay ka tareeqa bhi seekhna parta hai aur ye har kisi ki samajh main nahi atay. Lehaza jo log indicators ko sahee tarah se samajh saktay hain wo bohut hi faida utha saktay hain in indicators se.
            • #7 Collapse

              Kuch programmers ne technical strategies ko indicators ki shape main badal diya hai or ye waqya e working kerte hain or signals ko study kerna bhi asan hota hai different strategies jo k indicators or values base hoti hain indicator pe signals show ker deti hain hum signals ko samjh jaty hain lakin agar ap buy kerte hain to pehle demo version lain phir hi try kerain.
              :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                trading signals ko ache trah se smjhna zarore he aur hmein apne trading mein ache trading planing krne he aur hmein apne ache trading ke strategy bna kr apne trading krne hote he aur hmein apne trading mein technical analysis krne chahe aur technical tools ke istemal se hm apne market ke sahih trend ko smjh kr apne trading mein acha profit hasil krte hien

                اب آن لائن

                Working...
                X