hum threads ya post ko kesay check ker sagty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum threads ya post ko kesay check ker sagty hain
    Dear abhe ager app apny post ya thread ko check kerna chahain jo k us month main keay hain to nahe ker sagty hain koin k abhe month end honay wala hai app next month k start main note ker lain k app k total post kitni hai jo k profile our about me main show ho rahi hoti hai to pher he next month main ap count ker sagain gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear ham apni postes aur therd ko last date tak count kr lete hain tabhi hamen pta chalta hai k hamri kitni post aur theards ho gay hain isliye main smajhta hoon k hamen daily target rakh kr postes krni chahiye ta k ham easly apni postes ko count bhi kr saken aur aik diciplon k sath posting bhi kr saken iss se hamen kafi faida hoga.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Dear apne bilkul sahi kaha hy is tarah hum check kr sakty han lakin yad nhe rehtin kbi kabar is liay me kehta hun k hamrn main page ka screen shot ly lena chaey hr month k start me ta k hamen pta chal jaey ga or yad ralhne ki bhe zarurat nhe parti phr
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
        Dear abhe ager app apny post ya thread ko check kerna chahain jo k us month main keay hain to nahe ker sagty hain koin k abhe month end honay wala hai app next month k start main note ker lain k app k total post kitni hai jo k profile our about me main show ho rahi hoti hai to pher he next month main ap count ker sagain gay
        Ye to apny thek kaha hai k ham month k start main apni posts daikh skty hain laikin ham apni profile main ja kr wahan pai new posts or threads main bhi apni posts ko daikh skty hain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Yes dear apka sawal acha ha agar ap chahty hain k har month ki post apko pata hon k kitni ki hain tu jab month start hota ha tu profile mein ja k jo post hoti hain last month tak unka ap screen shot ly liya karyn is tarha ap jab bhi apni current month ki post count karna chahyn tu asani se total post se previous moth ki post nikal lyn gy tu apko pata chal jaye ga k ab tak kitni post kar li hain aur is tarha ap apny thanks bhi calculate kar sakty hain

          اب آن لائن

          Working...
          X