gold mn high spread?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold mn high spread?
    Meri trading zayada tar gold mn hoti ha but mn ne currencies mn bi trading ki ha aur mn ne ye observe kia ha ka currency ka sperad level kam hota ha but metal trading jaisa k gold ,silver ka spread level high hota ha ,aisa kyn ha plz guide
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jis crunncy ya metal men jitni ziada movement hogi uska utna hi ziada aapko spread millega, agar gold men spread ziada hota hai to iss men aapko baqi metels ya cruccies ki nisbat movement bhi bahot ziada milti hai , aur issi movement ki waja se hi ham gold ki trading ko like krte hain isliye broker iss pr spread ziada rakhta hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
      Meri trading zayada tar gold mn hoti ha but mn ne currencies mn bi trading ki ha aur mn ne ye observe kia ha ka currency ka sperad level kam hota ha but metal trading jaisa k gold ,silver ka spread level high hota ha ,aisa kyn ha plz guide
      G bhai bilkul gold or metalas main soreaf bohat ziada hota hai or ec traha metals gold silver wagaira main profit bhi bohat taizi sy hota hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        dear gold mein high spread k sath work krna beshak khud ki investment ko lost krna ha is liye forex mein acha work krny k liye ap k pass acha balance backup hoga tabhi ap is mein achi earning kr sakty ho or is meinbari lot lga sakty ho is liye bari lot lagana loss he dilata ha agar ap k pass kam balance backup ho to
        • #5 Collapse

          Dear ap ne theak observe kiya ha gold mein spread baqi currencies ki nisbat zayada hota ha aur baqi metals mein bhi.zayada hota ha aur bittcoin mein bhi zayada hota ha is ki waja ye ha in ki movement bhi bhut fast hoti ha agar ap analysis kar k.trade lagaty hain tu bhut jald profit mein aa jati hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            je dear bilkul apki achi observation hai actually gold ki movements bht zada taiz hoti hai jiski waja se hume profit and loss dono he bht fast hote hai or eski ki waja se esme broker spread zada rakhta hai esi lia hume chahe k agar humare account me balance zada hai to hum gold par trading karen warna nahe.

            اب آن لائن

            Working...
            X