market preduction or reports

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    market ki productions aur report ko hamay hasil zaroor krna chaahiye is kay iiawa hamay in ko analyse krnay kay baad hi trade krna chaahiye youn hamay is mai profit hi hasil hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      G ap ne theek kaha hy k hum ko cahaiye forex trading mein trading karty hwy market ko dekh kar trading karen aur is k elwa hum ko cahaiye k forex trading mein news ko bhi follow karen agr hum forex trading mein news ko bhi dekh kar trading karen gay tu forex trading mein acha profit earn kar sakty han
      • #663 Collapse

        g haan yeh ap ke technical analysis main ata hai kiyun ke analysis kerne se hi ap ko market ka current status milta hai or ap ko news se always connected rehna parta hai
        • #664 Collapse

          haan g blkl yeh bohat he acha point hai k experience zaroori hai hamary liye lakin experience k baad yeh bhi zaroori hai k hum market ki surat haal aur taza koi bhi news se ba khabar rehna chahiye is se apko yeh faida ho jaey ga k apko market k trend ka pata hoga aur loss k chances kam hon gy.
          • #665 Collapse

            Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy lakin yahan per tradrs ko chahye ke apna knowledge ke elawa be usko market ke movement or daily new ko chek kerna chahye
            • #666 Collapse

              market main har time movment hoti rahti hay humain is main koi pta nai hota hay kab profit ho jaye humain is main practice kar kay trade main kam karna ho ga ta kay loss km ho saky
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #667 Collapse

                Just ap market ki prediction previous market movement ka daily weekly monthly trend daikh ker ker sakty hain so for best forex market prediction traders different sources sy guidance lety hain jesy market news ko continuously observed kerty hain technical aur fundamental analysis sy help lety hain
                • #668 Collapse

                  market main boht say log kam karty hain is main humain andazay say hi kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho sakti hay magr humain leanring karni ho gi
                  • #669 Collapse

                    market o pehlay achi taraha say predict karna chaiy ho ga kay jkaa pe trading karnay kay liay enter hona chaiy aur aha pe enter nai ho chaiy ho ga yehi aik bohat hia chi khubi hoti hai aijk kamiyab trader ki is khubi ki wajahs ay wo kabhi bi is busines me lolst na kar sakta hai
                    • #670 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
                      forex trading ma aap ko apne xperience ke ilawah market ke taza treen news or suret e hal se waqif hona zaroori ha aap ko her lamha forex trading ke halat se ba khaber rehna lazmi ha
                      sai kaha ap nay k jab tak ham log news say up date ni ho gay tab tak ham kisi b pair k baray ma achi trade ni kar saktay wo chahay koi b ho or jis currecy par trade karna hay us country k halat k baray main b update rahna chaeay
                      • #671 Collapse

                        Gee mery bhai ap market ki es waqat tak durast preduction nahi kr sakty. jis waqat tak ap ky pass forex market ka knowledge na ho. knowledge hasil krnay ky bad ap forex markt ki preduction kr sakty hai.
                        • #672 Collapse

                          Forex market ak online earning business hai. es business mai report bana hai tou ap ko forex market ko regular watch krna hai tou ap forex market mai complete report ban sakty ho.
                           
                          • #673 Collapse

                            yes aap ki baat bilkul sahi hai aisa hi karna chaye agar aap ko forex se kuch earn karna hai to market pe nazar rakhna bohat zaroori hai aor news k mutabiq trade karna chaye taa k profit hasil ho sake
                            • #674 Collapse

                              new traders ku chahye k apni low experience ki weja say market ku assess na kerayn kun k low experience say pata nae chalta market man kya honay wala ha. ic liye apni prediction ehtiayt k sath use kerayn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                is main koi shak nai hai bhai skill k sath sth ye cheez bohat zarori hai kun k ye he ap ke help karte hain or ap ko btati hain market ko movement k hawale se is leye ap ko trade k sath sath in k sath b attached rehna chahiye or ise analys karna chaeye k kam kse hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X