Support aur resistance level technical analsis ka bohot he important hisa hai aur har traders ko daily in level ko trading start karny say pehaly zaroor check kar laina chiye.
Kisi b market mai prices jis point per ruk jate hain aur wahan say reverse hoti han woh point ager price up janay mai aata hai tu resistance kehlata hai aur price down mai yahi support kehlati hai.
Ab jitney ziada martaba price kisi khas point per rukh kar aur phir wapis ho woh itne he storng resistance ya support ban jate hai.
Trader in point ko trading analysis mai note karty hain aur try karty hain ke ager who buy kar rahy hon tu support kay nazdeek say Karin aur ager ino nay sell karna ho tu resistance kay qareeb say sell Karin . lakin support aur resistance iss kay elawa b kafi strategies mai use hota ha , jin ko app mazeed study kar kay learn kar sakty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим