Forex Trading ko beginner sikhnay k liye kya kren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    jee mere khyal se new person ko internet se iska knowledge lena chahiye or ek senior se rabta rakhein jo inko achy se guide ker saky .iske bad posts read ker bhi bohat kuch seekha ja sakta hai or bounas bhi earn kia ja sakta hai.phir demo account bnaye os pe trade ker ke experience hasil krein poori mehnat or lagan se kaam krein ek din successful trader bn jae gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      in the forex trading the trader can get the success in the if the trader take there trading dessition on the trade. so take the care on this things for the success in the trade, so do the trade for the success The thing you want to do is ignore or repress your feelings
      • #408 Collapse

        bhai forex trading ko muslims bhi kar rahy hain or nonmuslims bhi kar rahy hain ab ya haram ha ya baat alag ha ap is bary main kisi achy alim deen ya mufti sa poch lo tu bhter ha mujhy is bary main kuch khas ilm nahi ha main khud is bary main sochta hon kahin ham haram business tu nahi kar rahy hain.
        • #409 Collapse

          Sir apki baat bohat hi achi hai is may jo log new hotay hain wo pahay isay seekhay us kay baad hi real trading ki tarf aye tab hi kuch hasil ho ga or loss say bacahaye rahay gay sab ko pehlay seekhna chahiey us kay baad kaam kerna chahiye thank u
          • #410 Collapse

            New trader ke liye mere yehi mashwara hai ke babypips achi website hai beginner ke liye ap yaha se achi learning kar sakte hai aur phir ap demo account par trading kare to ap ke liye acha rahe ge aur hamesha jub bhi trading kare take profit and stop loss zaror lagaye take ap ke loss ke chances kam se kam rahe.
             
            • #411 Collapse

              bhai ye ak bohat acha business hai aur is k liye ap instaforex ka intikhaab karo wo ak bohat hi acha broker hai aur is main ap apna paisa is tarha barah sakty ho k pehly ap trading seekho aur phir is ko karo tou ap ka paisa barhy ga hi.
               
              • #412 Collapse

                forex acha business hay. is main aap both kuch earn ker sgtay ho. beginners k lye zarori hay k wo palhay is ko seekhay. is k lye aap ko both si website mil jye gi. but i think is k bad aap demo par work keroo. kyo k demo par work ker k aap both kuch learn ker sgtay ho.
                • #413 Collapse

                  Forex trading aik acha profitable business hy aur forex trading mein jo new trader han wo forex trading business ki learning demo account par practice kar k hasil kar sakty han aur forex forum bhi buht help karta hy new trader ko forex trading business ko sekhne mein
                  • #414 Collapse

                    beginner ko aik teacher ki zarurat hamesha rehti hai forex me kisi achey teacher se learn karen warna internet per is ke bare me reading karen or samajhne ki koshish karen is ko phir us ke baad demo account per daily practice karen is ki ap khud he sekh jaen ge is ko .
                    • #415 Collapse

                      g bhai har beginner ko chahiye ke ap isko pehle basics ko net pe seekhena ur phr is mien ap mehnat karen aur demo pe practioce karen is tarah ap zaroor kamiyab honge.
                       
                      • #416 Collapse

                        Forex ko learn kerny k leay beginners ko chahy k wo iss main insta main sab say phely demo account open karean us k bad jabtak usd main aik ache strategy nahe bna lety tab to investment na krean nahe tu huge loss ka samna kerna ho ga
                         
                        • #417 Collapse

                          New comers ko chaheye keh woh pehlay forex ko achi tarah learn kr lain aur demo account open kr key is main ziada sey ziada practice krain. Jab aap ko trading ki samjh aa jaye to phir real account main trading start kr dain. Lekan trading main low risk rakhain aur sath sath mistakes ko bhi judge krtey rahian aur un ko control krain.
                          • #418 Collapse

                            Listen brother har beginners ki apni thinking apna point of view hota he about forex learning, according to my thinking beginners ke leye forex ko learn karne ka sab se best platform forex forum and baby pips website, forum per woh asani se forex ke bare men information hasil kar sakhta he, and baby pips website per forex ka complete course availabe he just well understanding honi chahiye, and aur bhi methods internet per available he forex ko learn karne ke leye, like pdf book, tutorials, webinar training and others..
                            • #419 Collapse

                              New comers ko to pehlay forex trading ko achi tarah seekhan hy aur is key leye inhain learning krni hy aur demo account main ziada sey ziada practice krni hy. Practice sey un key confidence main izafa ho ga aur unhain market key trend ki bhi samjh aa jaye gi. is key bad unhain real account main small risk key sath trading krni chaheye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                G han is business ko koi b kar sakta ha or is business me any se phely hmen is business ko sahi se sekhna parta ha kyun k agr hm is business ko bgair sekhy krty hain tu hmen is business me kafi loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me soch smjh k kam kiaa kareen hmeshah

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X