kya forex trading boring work ha ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    we Want to get rich from this business are reasonable but if you want to get rich was unnatural and make boring. All it needs to process, if we plan it right and good money management so rich it is not a dream but a reality that will be reached some time again
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      shok shok ke baat hai agar app ko yeh kaam kerne ka shok aur interest hai tou app ko koi masla nahi hota market mai.aur app sahe se kaam bhi ker sakte hai aur earning bhi ker sakte hai.
      • #873 Collapse

        iss mein ye hai kay jab tak aap ko forex trading ka pata nahen hota tab tak aap kay liye forex trading boring hoti hai or jab aap ko ajati hai to aap jitna bhi time do kam par jata hai. thank you
        • #874 Collapse

          Meray khayal main jo log forex ko samjhtey hain aur unhain market key trend ka andaza hy, unhain yeh kam boring nazar nahi aaya. Balekh woh to buhat interest ley kar is kam ko kartey hain. Lekan jo forex ko nahi samjhtey aur unhain acha profit nahi ho raha hota, un key leye yeh kam buhat boring ho sakta hy.
           
          • #875 Collapse

            g nahi forex mujy to boring nahi lagta hay jes ne forex me me successful hona hota hay us ko kabi b forex boring nahi lagta or wo forex ko enjoy karta hay
            • #876 Collapse

              nahi forex trading boring work ha.forex trading intersting work ha but agar profit ho raha ho to.but jab loss hota ha to boring he lgta ha :p
              wese forex trading esasy our intersting work ha.
              • #877 Collapse

                bhai g ap ko kis nain kaha hai k forex trading boring work hai, ya ap ko kisi na khaa ho k ye boring work hai, agar boring work hota tu ap shyed aj yaha thread na laga rahy hoty , or jis na aap sy kaha hai wo b es chez ko use na kar k betha hota
                • #878 Collapse

                  gee nahe trding booring kam mnahe ha balke ya ak intrasting kam ha .is sey ham ko karobar ka bare ma patey calta ha isd sey ham zindfager ka maksed seekte ha .trading ajk acha kam ha ham ko is per bhi kam karna caheeya.............
                   
                  • #879 Collapse

                    gee nahe trding booring kam nahe ha balke ya ak intrasting kam ha .is sey ham ko karobar ka bare ma patey calta ha isd sey ham zindfager ka maksed seekte ha .trading ajk acha kam ha ham ko is per bhi kam karna caheeya.............
                     
                    • #880 Collapse

                      je main ap ke bat se agre karta hon kah .forex trading waqia ak dilchesp trading h .as main ap trad karte waqat bor nahe hote .balkah as main intresting bharta jata h jab market aroj pe ho to neend bhe khatam ho jate h .khabhe khbe market slow ho khas kar day ko to adme bor ho jata h .warna night ko to adme trading karte waqat bohat kush hota h .or trading karta rahta h.
                      • #881 Collapse

                        ko bhi kam boring ya bura nae hota blky ager us kam mn interest paida ker lyn tou hmein wo kam buht acha lag skta hai na ky hum her kam sy tng a jayn iss liye hmein koe bhi kam mehnat ur shuaq sy kerna chahye
                        • #882 Collapse

                          dear brother.......mere khayaal sey yeh forex trading business boring work bilkul b nai hai ......waisy to yeh business bukhat hi brya hai aur es may ap khud hi boss hoty hai .
                          • #883 Collapse

                            bhai jan yeh koi boring kam nahi hai , forex mehnat mangta hai or mehnat k sth sth experience study mangta hai, agar ap k lye profit yhni paisa kamana boring hai to galat hai bhai, aap forex main zaida se zaida time do or har roz trading kro or sth sth sikho bhi to apko pta chlega bhai ktna easy or mehnat work hai or faida bhi bhot hai is main.
                            • #884 Collapse

                              Kya pakistan froex forum trading agar ap pakistan forex forum trading my agar ap work karty ho to is my bhot
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                wo wala waqt wo hota ha jab market slow ho jati ha us waqt ap trading na hi karo to behtar ha thora wait kar k market fast hony ka intezar karna chahye
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X