threads approval

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    threads approval
    Pak Forex forum ki Threads approval policy aur tareeqa change ho chuka hy pehly moderator kisi bhi new thread ko 7 din mein approve krta tha us sy pehly us thread py comment post krna fazool tha lekin abhi aisa nhi hy kia ye such hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: QasimKhan0601 پيغام ديکھيے
    Pak Forex forum ki Threads approval policy aur tareeqa change ho chuka hy pehly moderator kisi bhi new thread ko 7 din mein approve krta tha us sy pehly us thread py comment post krna fazool tha lekin abhi aisa nhi hy kia ye such hy
    Hanji bhaiya bhajan aur hum Jab Koi thread post karte hain to go foreign he approve Ho Jati Hai Aur Hum post kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Main ne Abhi tak koi thread nahi ki is liye mujh is bare mein Kuch pata nahi hai main kafi time bad aya Hoon forum pe is liye mujhe ab new rules nahi pata ap check kar lain kisi senior se
      • #4 Collapse

        G yeh baat sahi hai , Abhi app thread post karin tu woh instant forum pe upload ho jate hai hai comments kay liye. Pehly thread ko publish karny ke liye moderators ke approval chiye hoti teh abhi aisa nai hai , balky ajj kal jo thread app karin gaay woh automated system say check ho rahi hain. iss liye ap ko forum per new threads ziada nazar aa rahi hon ge
        • #5 Collapse

          g bilkul aesa he hai ab foran thread approve ho jata hai aur hum posts start kar daty hain magar iss se hamfe zimadari aur barh jaty hai ke hum achy content ke sath aaen jo informative ho helpful ho aur loogn ko pasand aae
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ji5 پيغام ديکھيے
            Hanji bhaiya bhajan aur hum Jab Koi thread post karte hain to go foreign he approve Ho Jati Hai Aur Hum post kar sakte hain
            G bilkul mujhe bhi yehi lgta hai k jo hum posts ya threads krty hain wo modertor approve krty hain oe fazool posts or threads ko delete kr daity hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Yes of course forex trading main jo Pakistan forex forum bonus account hain in per ham threads generate kartay thay bonus kay liay. Pelay bot late approve hota tha laikin aaj kal usi waqat approve ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Jee han brother aap ne bilkul sahi kaha hay pehaly jab bhi ham thread create kart the to wo mofiator approve karta tha magar ab members ki aasani kay lie te procedure change ho gaya hay ab ham jesay hi thraed create kart hien wo foran visible ho jati hay aur tamam members reply kar sakty hein..
                THKS
                • #9 Collapse

                  dost easa he abhe just app post quick reply pay kerty hain to app ka comment bhe show ho jta hai our jo app thread laga rahy hoty hain wo bhe directly show ho jata hai us k bad jo wrong thread hoty hain moderator un ko dlete ker dity hain
                  • #10 Collapse

                    je humare ub thread instant he approved ho jati hai layken hume chahe k hum achay, helpful or informative threads open karen jis se humari us thread ki help se baqi users ka in real faida ho or hume bhi us thread me comment and thanks mile es se agar humare wo thread users ko zada pasand ati hai to forum hume uska acha bonus pay karega.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear thread approval aur posting approval ki option sirf es liye thii ta k es se fake user ko door rakha jaye aur es mai forum aur instaforex k admin boht had ta kamiyab ho chuke hain ap yahn kisi fake user ko bonus ya trading se profit nhn milta wo log time waste karte ahin os k elawa kch b nhn...

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X