General Introduction -- RSI Indicator kia hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    General Introduction -- RSI Indicator kia hai
    RSI say Relative strength Index banta hai. Yeh market mai price ke movement aur jis speed say price change ho rahi hoti hai iss ko measure karta hai . iss ke sab say kam value 0 hai aur hights value 100 hai. Aam tor per ager iss ke value 70 say oper ho tu market over bought samjha jata hai aur ager 30 say neechy ho tu phir iss ko oversold samjha jata hai. Aur trader jab market oversold ho jati hai tu traders yeh assume kar sakty hain ke abhi market aarzi toor per wapis oper jaie ge. Aur iss trah say jab iss ka level
    RSI inn market condition mai best kam karte hai jab market mai prices Range bound hon , matlab kisi khas range kay andar andar prices move kar rahi hon.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap ne boht useful infrmatin share ki hay is se waqie tarding main kafi faida hota hay 30 pe ho to buy aur 70 plus ho to sell ki tarf indication ho ja ti hay is kay sath sath moving average aur candles bhi moht use full hoti hein is sab indicators ko mil ka judge kia jata hay to trade lagany main kafi easy ho jata hay..
    THKS
    • #3 Collapse

      Dear forex business mai aysi boht c cheezain hin jin ko agar ap follow karo tu wo ap ko boht he acha fiada de sktii hy aur ap jaise jaise aage chalo gy ap ko os ka reward b acha hasil ho skta hy lehaza ap ko sath sath mehna tkan ri chaiye aur market se hamesha up to date hona chaiye ta k ap ko loss face na karna pare bal k ap ko acha reward hasil ho sake...
      • #4 Collapse

        G brother ap naay durust kaha hai, RSI bohot he popular indicator hai aur kafi ziada trades iss ko use karty hain. iss per trading karty time trader mazeed ehtiat kay liye jab yeh 20 per hota hai tu tab buy karty hain aur 80 per ho tu sell karty hain apni risk ko aur kam karny ke lye . ager baqi indicators kay sath sath iss ko b use karin tu iss ka kafi faida ho sakta hai.
         
        • #5 Collapse

          G bhai overbought or over sold kafi purani or simple strategy hai or candlestick indicator pe is ko samjhna or amal kerna or bhi asan ho jata hai or is k sath different indicators add ker k kafi powerful strategy ban sakti hai. RSI k levels ko overbought or sold k liye mostly day trading or short term strategy k liye 1 hour or 30 min me hi use kerna chahiye or long term k chakar main nahi perna chahiye or news trading main bhi dhiyan se rehna chahiye.
          :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
          • #6 Collapse

            Ya 4 lin pr mushtamil hota hy ya ap 2 bhi takh sgty hy zeqda bhi rakh sgty hy pr zeada rakhny sy counfuse ho jata hy bnda our ya indicater bhit zeada acha hy ya bhot best hy is sy ham nalaysis bhi kr sgty hy our is sy acha signal mil jata hy agr is ko sekha howa ho to use krna ata ho
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
              RSI say Relative strength Index banta hai. Yeh market mai price ke movement aur jis speed say price change ho rahi hoti hai iss ko measure karta hai . iss ke sab say kam value 0 hai aur hights value 100 hai. Aam tor per ager iss ke value 70 say oper ho tu market over bought samjha jata hai aur ager 30 say neechy ho tu phir iss ko oversold samjha jata hai. Aur trader jab market oversold ho jati hai tu traders yeh assume kar sakty hain ke abhi market aarzi toor per wapis oper jaie ge. Aur iss trah say jab iss ka level
              RSI inn market condition mai best kam karte hai jab market mai prices Range bound hon , matlab kisi khas range kay andar andar prices move kar rahi hon.
              Rsi aik indicator hai jis sy hamain market k trend ka pta chlta hai jis sy hamain ye ota chlta hai k market prifit main jai g ya loss main rsi aik acha indicator hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL

              اب آن لائن

              Working...
              X