Thread delete

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread delete
    Dear ab daily 20 30 thread delete hoti hai new be ur old be meri bohat se poste ve delete ho gey hai is ki kia waja hai koi bta sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے
    Dear ab daily 20 30 thread delete hoti hai new be ur old be meri bohat se poste ve delete ho gey hai is ki kia waja hai koi bta sakta hai
    Agar aap ki post that reads delete ho rahi hai to uski Wajah posts Kachi na ho na ho sakta hai ya phir Forex trading se related nahi hogi aapki posts
    • #3 Collapse

      Dear forum bagair kissi reson k hamari postes ko deleat ni krta hai agar aapki postes delete ho gi hain to zarur uska koi reson hoga, ya to aapki postes topic k realated ni hongi ya phir aapki postes gair moaari hongi tab hi forum aapki postes ko delete kr rha hoga , warna meri to kabhi aik poste bhi delete ni hui hai, isliye aap iss forum pr quality postes kia kren ta k wo delete na hon.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Dear aap ne boht eham tarf tawaja dilai hay is baruy main mein ne ek post bhi ki thi kay new members bilkul tarde se hat kar posts karty hain jis k loss ye hota hy ky jb wo delete hoti hain to sath hi us thread ky sary reply bhi delete ho jatay hein jis say un tama members ko big loss hota hy jinhon nay reply kiya hota hy is liye new members se request hay kay achi posts karin takay un ko faida ho aur sath he kisi ko loss bhi na ho..
        THKS
        • #5 Collapse

          Dear asal me bat ye hy k thread delete hony ki waja ye hy k agr koi thread duplicate ho means k already thread kisi ne create kia hota hy jis waja se thread delete kr dia jata hy or agr thread delete ho jaey ga to phr posts pe delete ho jain gi or wo waste ho jain gi
          • #6 Collapse

            Dear is bare mein mujhe to nahi pata kyon ke Meri to na delete hui hai na Kuch is liye ap related comment karain maybe is waja se minus ho gai hon posts aur threads ka mujhe koi idea nahi hai
            • #7 Collapse

              Delet thread hony ki koi na koi wjh hoti hai aik tu log thread par zaida bouns ke chakr main asay thread post kar rahay hein jin ka koi maqsad nai hai kis se koi khas faida nai hota parny walon ko aur dosara log aik thread ko bar bar post kar rahay hein jis se thread pehle mojod hony ki wjh se delet kar dia jata hai
              • #8 Collapse

                dear aysa he hona chaiye new hon ya old fazool post ko delete he ho jana chaiye aur ap agar chahte ho k acha kam karo tu ap ko dekh sun aur smjh k kam karna ho ga soo ap ko mehant karnii hy tu ap ko smjhna ho ga aur apnii life ko b enjoy karna ho ga soo ap mehant karo..
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے
                  Dear ab daily 20 30 thread delete hoti hai new be ur old be meri bohat se poste ve delete ho gey hai is ki kia waja hai koi bta sakta hai
                  Posts delete honay ki wja yehi ho skti hai k apki posts trading sy related nahi hon g laikin agar apki posts trading sy related hoti hain or phr bhi dwlwte ho jatu hain to ap moderator sy rabta kr lain
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    bhai jab se new system ayea hai jo post forex forum k bhre main nai hoti os ko delete kr diya jata hai is liye hume sab is main forum k mutabiq kam krna chaiye hota hai post hamri achi honi chaiye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Bahi Jan forex trading aik bahot hi acha forum humein se RHA Hai is mein threads ka delete hona Koi Mani nhi rkhta bus threads ko shi knowledge ke saath generate krein taqay achi tarah profit mily

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X