Best way to control yourself!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best way to control yourself!
    Dear friends ham jab bhi koi trade open krte hain to ham apne emotions pr control ni kr sakte hain, ham useless trades ko open kr lete hain ya phir bagair kissi target k trading ko start kr dete hain jiski waja se aksar hamen loss ho jata hai, isliye main smajhta hoon k agar ham targets aur planning se trading kren to ham bahot had tak apne aap pr control kr sakte hain aapka Kia khayal hai?
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading kay doran yeh bohot he zaroori baat hai ke traders apny emotion ko control mai rakhin . isse trah say trading kay doran apny emotions ko control karnay ke liye market mai hamesha discipline kay sath kam karin aur apni trading kay liye pehlay say planning zaroor kar lain aur sabar kay sath trading kay liye achy trading setup ka wait karin tu iss say trading kafi achi ho jiye ge.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
      Dear friends ham jab bhi koi trade open krte hain to ham apne emotions pr control ni kr sakte hain, ham useless trades ko open kr lete hain ya phir bagair kissi target k trading ko start kr dete hain jiski waja se aksar hamen loss ho jata hai, isliye main smajhta hoon k agar ham targets aur planning se trading kren to ham bahot had tak apne aap pr control kr sakte hain aapka Kia khayal hai?
      Agar Hum Khud Ko lost se control karna chahte hain toh uske liye sabse zaroori hai ke hum information or knowledge lene ke baad trade kare aur uske baad Jab Hame profit Photo Grid Na Kare
      • #4 Collapse

        Dear ap ki bat thik ha k aksar hum emotion mn a kar fazool trade open kar lety hn ya phir loss mn hi trade close kar dety hn.trading mn planninh bht zaroori ha r market ko achi tarah analysis kar k hi trading karni chahyei r us k bad bar bar market ko ni dekhna chahyeii.
        • #5 Collapse

          Humko khod par control karny ke ley bahat himat aur apny andar bardashat piada karny ki zarorat hoti hai agr hum logon ko dekh kar rashk na kren tu khod par kafi had tak qaboo pia ja skta hai koun kesi ki lamyabi par khush tu zaror hona chaye par is ki tangein khinch kar usay pargiz girana nai chaye aur mehnat se us ke maqam par pochny ki koshish jari rakhni chye
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
            Dear friends ham jab bhi koi trade open krte hain to ham apne emotions pr control ni kr sakte hain, ham useless trades ko open kr lete hain ya phir bagair kissi target k trading ko start kr dete hain jiski waja se aksar hamen loss ho jata hai, isliye main smajhta hoon k agar ham targets aur planning se trading kren to ham bahot had tak apne aap pr control kr sakte hain aapka Kia khayal hai?
            G bhai ap thek keh tahay hain agar ham khud ko control main rkhna chahry hain to hamaray loye zroori hai k hum aik target bna kr trade krain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              G Bhai buhat simple cheez hai ke ap is tarah karain ke apni limit close karain ta ke ap greed mein ayen to bhi Kuch na kar saken aur jab ap ko loss ho ga tab bhi ap ko buhat help ho gi apne emotions control karne mein 😂
              • #8 Collapse

                Trading ko aik target or plan say karny say he hum apny emotions ko control main rakh sakty hain jab b hum trading aik proper way say krein gein utna he humain is main succes k chances ziada hon gein professional way trading ka yahe hai k proper time k sath or aik target bna k trading ki jaye
                • #9 Collapse

                  Jee han brother aap ne boht acah poin uthaya hay hain hamesha koi target rakha kar tarde open karni chahiye hamesha market ko movement observe karni chahiye tak kay ye dekha jaye kay tarde kis side aur kiti lot aur kitni TP ya SL lagana hay to ho ek kamyab tarde ho sakti hay bina dekhay tarde open kar dainay say sirf nuqsaan hi ho ga..
                  THKS
                  • #10 Collapse

                    trading me khud ko control me karny ka best way meri nazar me ye hay key daily ka profit target hona chaye jes ko pora karny key bad agar app trading stop kar den gey to app ko loss be kam nahi ho ga.
                    • #11 Collapse

                      dear best way yehi hai k marke tmai in hone k bad kam se kam profit se ap faida haisl karo aur side pe ho jao jaise jaise ap ko acha faida ho ap side pe ho jaye agar ap bar bar market ko dekhian gain ya market ko bar bar check akraing ain tu ho skta hai ap loss kar jao aur ap ko kuch faida haisl na ho...
                      • #12 Collapse

                        Hamen hamsha apni trading krty hoy khayal rakhna chahay aor trade lagny sy phly us pair k bary mn achi trah analysis aor indicator ko samjh k trade krni chahay tah k ham apny profit ko ziada kr salen aor apny loss ko control mn rakh suken aor hamsha trade tp aor stop loss zaror kren
                        • #13 Collapse

                          ferinds is business main hume emotion ko cntrol krna bohat muskil hai is main hume market ka kuch pta nai chalta kdr move kren gey is liye hume sab se phaly is business main hume experince hasil krna chaiye
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            dear brother apny emotions par control karny ka sab say best way yeh hay kay ap ziada greed na karen, aur apna ek goal set kar len kay mn ny itna kamana hay is say ziada ni kamana to ap automatically apny emotions par control kar lo gy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X