forex trading ke liye kitni qualification honi chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    zarori nai iske liye k ap bhut zyda qualified hoon yahan har wo shaqs kam kar sakta hai jiska cnic ho or thori bhut knowledge ho kam karne ki not necassary k bhut zyda qualified ya degree lke koi kam kare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      yA FOREX KE LIYE ENGLISH ATI HON COMPUTAR KA USE ATA HO AUR FORUM KE TAMAM RULE AND REGULATION AUR TAMAM BASIC INFORMATINO PATA HO
       
      • #123 Collapse

        meary khayal sy tu firex mein es cheaz ki koi qaid ni yeh ap pe hai k jitni marzi karo y jitni kam ho lekin hmy chahiyeh k forex ko achy sy krny k leyeh kafi ho or engkish per skty ho or trading ko achy sy smjty ho or knowledge ho es cheaz ka
        • #124 Collapse

          Janaab , forex aik trading business hai is main qualification ki koi bat nahi bas apko thori boht english ani chahiye or trading karni ani chiye . or sabsy zroori bat yeh hai k agar ap forex trading business main kamyab hona chahty hain to mehnat sy kam karen .Insh 'ALLAH zroor kamiyab ho jayen gy.
          • #125 Collapse

            insta forex main taleem ki koi qaid nai bas hmain english parhni ati ho or is main taleem se ziada ehmiat experiance ki hai kiun k koi b kam experinace k bgair kamyab nai ho sakta is liye hmain is main ziada se ziada experiance hona chahiye lekin kuch had tak taleem b zaroori hai
            • #126 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
              forex trading ma qualification ki koi qaid nahi ha sirf ap ko english ati ho or forex trading ke bare ma tumam jankari ho then ap forex trading kr skte ho or is ma umer ki bhi koi qaid nahi ha.
              mery khayal mein forex trading k liye qualification ki nahi balky exoperience ki zarorat hyoti hy o apky pas ziada syz iada trading ka experience hona chahye tab ap forex mein success gain kar sakty hain or money earn karny k kabil ban sakty hain.
              • #127 Collapse

                Forex tradigns ke lye qualification ki koi zarorat ni he han lekin aapko itna knowledge to hona chahye ke aap market ko achi tarha samjh saken or aap forx se mutalliq knowledge ko asani se hasil kar saken. phr is ke baad aap asani se tradigns kar saktau hen
                • #128 Collapse

                  sir forex main trading ke lia na hi qulification ki zorrt ha na hi huma kisi fix age ki zrort ha bs id card bana hona chiya forex ko kerna ke lia huma time ki to aqsl ki or experance ki zrort ha .is main just buy or seel ka kale ha per ye kam ager soch ke kia jaye to forex se bht kuch hasil ho jata ha
                  • #129 Collapse

                    forex trading k lea qualification ki koi limit nahn hoti ise har wo banda kar sakta ha jo is ko samaj sakta ho aur computer aur internet ka knowledge rakhta ho aur achi planning kar sakta ho baqi qulifiqation ka koi chakar nahn ha
                    • #130 Collapse

                      Bhai trading k liye koi qualification ka hona zaruri nhi hai . is smain ap ko jitna atta hai boht hai just ap thory parhy likhy ho baki koi education is sbusines smaain nhi mangty hai wo log .
                      • #131 Collapse

                        main samhta hoon ke forex trading ke business ko samjhne ke liye koi khas qualification ki requirement nahi hoti hai bus ap ki qualification itni honi chiya jitna ke ap ko aik normal life guzarne ke liye chiya hoti hai aur computer ki itni knowledge honi chiya ke ap software install kar saken
                        • #132 Collapse

                          Brother forex trading kernay kay liye kisi qualification ki zaroorat nhi hai bulkay iss ko samjhnay kay liye aap kay mind per depend kerta hai agar aap iss business ko jaldi understand ker lo gay ya nhi trading aik buhat hi acha business hai jis may aap ko kisi qualification ki zaroorat nhi hai
                          • #133 Collapse

                            forex trading aik aisa buisness hai jhn ap bger degree k earn kr skte hain lekin koi bhi kaam itna asaan nhe hta isk ki na koi limitationa hti hain or mainly ap pas work ki info hona lazmi hai
                            • #134 Collapse

                              forex trading aisa business hy jis pe qualification ki koi limit ni hy bs forex pe ap ko is k bray main knowledge hona chaye to ap acha business or trading kr skty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                ye to itna common sa question hai or isky bary me hzaaron threads hain k forex trading ke liye kitni qualification honi chahye.. to agar hum forex ki bat karein to i think forex forum ki yahi to achi baat hey key is men qualification ki limit nae hey i me apko practice or experience chahiay hota hai jis se ap profit gain kar sako.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X