Deposit amount ki ehmiyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Deposit amount ki ehmiyat
    Forex trading mein deposit amount un logon kay liye ehmiyat rakhti ha jo experienced and knowledgeable hon, agar koi trader jis ko trading ki samajh nahi ati wo lakhon bhi invest kar lay to us nay loss hi karna ha, ap kiya kehtay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    assalamo alaikum bhai jan jo log apni pocket se invest nai kar sakty un k liye to forum ka bounus b inthai ahm hy q k pora maheena ham is pr mehnat karty hain. hme apny bonus k apny hony ka ehsaas hy bhai ji isliye apni trading skill ko nkhariye
    • #3 Collapse

      G bhai jo abi new hn forex trading mn r abi unhn forex trading ka zyada experience ni ha to un ky lye forum account behtar ha jis mn wo bonus ly kar trading kar sakty hn r experience gain kar saky hn agr wo personal investment ka account pehly hi use karein gh to ho sakta ha k loss ho r wo dil bardashta ho jayein.investment account mn trading k lye experience bht importance rakhta ha.
      • #4 Collapse

        Dear friend deposit amount apka real capital hota hai jo apke account mai trading k leye use hota hai eske ahmeyat ye hai k agar apke pas capital na ho tou aap trading nahe kar sakte hai lehaza trading k leye first cheez he deposit hote hai so ye ik important part hai trading ka agar aap deposit karte ho tou trading kar sakoge warna without deposit trading k leye pir apko dosrey sources find karna honge jese k bonuses hai.
        Zuhaib9988 Trading journal
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
        • #5 Collapse

          Daikhain friends forex trading main deposit ke to kafi zeada importance hai koun kay agr aap ka deposit kam hai to aap teak say trade nhe kr sakty loss ka dar hota hia aur agr aap ke trade loss main jati hai too aap ka deposit khtam ho jata hai aur aap ka account khali ho jata hai aur aap mazeed trade nhe kr sakty hain
          • #6 Collapse

            Yes dear apki bat se agree karta hon forex trading aik aisa buisness hai jis mein profit aur loss dono hain agr ap k pass knowledge ni hai aur ap well experience ni hain tu ap kabhi apni poket se invest mat karyn kyun k loss bhi ho sakta ha behtar ha k ap pehly demo account p practice karyn aur phir insta k bonus account p kam kar k bonus p trading karyn
            • #7 Collapse

              Ap bilkul tekh kah rahy hain forex trading main deposit ki value ka usy he pata ho ga jis k pass experience ho ga or jo is kam k bary main knowledge rakhta ho ga warna ap jitna marzi is mian deposit karwa lein agar ap ko is mian proper intest nahin hai or ap k pass is kam k liye proper experience nahin hai tou ap is mai nkamyab nahin ho sakty
              • #8 Collapse

                mere khiyal main agar koi apna deposit karta hai to wo bahot aehtiyat se trading kare ga aur agar hum pakistan forex forum se bonus lay kar trading karen gay to wo jaldi se jaldi ziyada money earn karne key chakar main bare lot size ki trade open karte hain aur thori hi dair main agar market apkey mukhalif challi jay to sara account balance khatam ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Dear brother aap balkul thek kaha hay jo be new banda trade ka kam start karay us ko chaya k wo direct deposit na karay kyun k exprence na hona ki waji sa lose ka chance bhto zayada wasay be jin k pass exprence hay trade ka un chahay k instforex k through he bounas la kar trade karan iss traha sa kam iz kam lose hona ki soorat main pasay ka nuqsan tu nahi ho ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    g bhai main apki baat sy bilkul agreed hon main abhi forex mein new hoon lekin apki advice ko samajh skta hon aur main us py amal bhi zroor kroun ga aur baqi tamaam doston ko yehi mashwara doun ga k plz pehly apna experience barhaein aur phir chahy deposit ki hui amount sy ya bonus amount jis sy marzi trading krein

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X