Spelling and typing mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spelling and typing mistakes
    Dear friends ap logon ny dekha ho ga k aksar ham jo posts karty hen ya thread generate karty hen us ma kafi sari typing ke ya spelling ke mistakes hoti hen jis ke waja sy hamen us post ya thread ke sahe samaj nai ati to meri ap tamam logon sy request hy k jb b post karen to type karny k bad aik dafa khud parh liya karen ta k us ma jo mistakes hui hen wo door ho jaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    of coarse aapki batt bilkul thek hai bahot sare log jab bhi koi trade create karte hain to spelling ki bhot sari mistake karte hain aur jo parhney waley hote hian unko wo thek trah se samaj hi nahen ati to wo usko reply kese dey sakte hain. hamen apne kam per mehnat karni chahey aur achey treqe se post banani chahey takey sab ko asani se samaj aa sakey
    • #3 Collapse

      Bilkul Bhai Jan ap ne theek Kaha or maen apki bat se agree karta hon jab ham koi post ya thread type Kar rahe hoty hen to jaldi men ham spelling errors as Jata hy agar ap mobile pe post Kerry hen to is se bachne se 2 hi ways hen aek Sab se pehle apny mobile men jayn or write massage ki settings men ja apni dictionary off Kar den or dosra jab ap post Karne lagen to bilkul relax ho ke or fresh minde ke sath apna daily posting target complete Karen typing errors ke nuqsan ye hen ap ki post agar spelling errors a Jata hi to ap ki post ko Kam bonus milta hy islie jab bhi post Karne lagen to apna khyal text pe rakhen ke mistake to nai ho rahi is tarah ap ko bonus bhi ziada mile GA or apki spelling errors b nai hogi
      • #4 Collapse

        Forex main posts likhty waqat baz okat jaldi ya mob language ki wjh se spelling ki ghalti ho jati hein aur trader ko pata bhi nai hota is ley bilkul aram aur sakoon se posts likhein tahke parny wale asani se parh kar faida hasil kar le. Zaida posts ke lalach main aisa hota hai parh ghalti ki wjh se un ki posts shamil nai ki jati aur un ka bouns km kar dia jata hai
        • #5 Collapse

          G bhai aesa hota ha r is lye hota k post jaldi mn type ki jati ha r jaldi mn spelling mistake reh jati hn to ap ka mashwara darust ha k jb b post type kar lein ,,type karny k bad aik dafa dobara parh kar check kar kein k is mn koi spelling mistake to ni.r agr ha to wo thik kar lein.
          • #6 Collapse

            G bahi tekh kaha ap nay thread par posting karty time humain is bat ka zaror khaya lrakhna chaye k hum jo posting kar rahy hain us mian accuracy k chances kitny hain tak vo asani say parhny wali ki samjh main a jye spell ka khas tor par dehan rakhna chaye ta k ap ki matlab ka matlab tekh say logoun tak pohanch jaye
            • #7 Collapse

              G han dear apki ye bat tu theak ha kafi sary aisy threads hoty hain jin ki samajh ni aa rahi hoti ya bahut sari spelling mistakes hoti hain is liye ham sab ko chahye k typing karty waqt speed kam rakhyn ta k ghalti na ho aur hamari thread asani se sab ko samjh aa saky
              • #8 Collapse

                G brother aap theek kaha rahay hain mobile sa typing karna sa aksar spelling ki mistake ho ja ti hay is ki aak awja ya hay k hum log message lakh jaldi main send kar datay hain dobara phartay nahi hain aur dosara dictionary jo k mobile per on hay wo off kar dain kyu k us sa be spelling mistake ho jati hay aur pher samnj he nahi aata k kay word lakha hay
                • #9 Collapse

                  brother us main to koi spell our english ki mistake nahe ho sagti hai koin k us main to hum urdu apni roman main posting kerty hian ya comment kerty hain ya thread generate kerty hain
                  • #10 Collapse

                    G dear main aap ko y khana chahta hu kay jo posts bhi ke jain wo teak hu kafi information hu agr koi dost us ko read kray to us say dosray ko kuch sekhnay ko milay koshish krni chahay kay teak teak post krain urdu wali he hu koi bat nhe read ho sakain bss
                    • #11 Collapse

                      pakistan forex forum kay jo bhe members hai en ko chaheay k wo pakistan forex market mai thread post krtay waqat spelling aur apni mistake ko check kray. tk en kay thread mai mistake aur spelling error na ho aur wo es forum mai regular thread ki earning hasil kr skay.
                      • #12 Collapse

                        g bhai bilkul aisy hi hy aur ye cheez main ny bhi note ki hy k aksar members jaldi k chakkar mein kafi saari ghaltyian krty hain especially spellings ki jis sy us post ya thread ki sahi tarah sy samajh nhi aati so plz friends is cheez ka khaas khayal rakha krein aur is tarah ki choti moti ghaltyion sy bachein
                        • #13 Collapse

                          slaam to all group members.... bilkul esa hi hai kuch posts ko to prhna hi kafi difficult hota hai or kuch mein english k words ka khoob bura haal kiya hota hai urdu k liye to har koi apny hisab se word bnata hai lekin smjh to aani chahiye hmain ahtyat se typing krni chahiye taa k sab hmari baat easily smjh sken
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: MRIZWANCHK پيغام ديکھيے
                            Dear friends ap logon ny dekha ho ga k aksar ham jo posts karty hen ya thread generate karty hen us ma kafi sari typing ke ya spelling ke mistakes hoti hen jis ke waja sy hamen us post ya thread ke sahe samaj nai ati to meri ap tamam logon sy request hy k jb b post karen to type karny k bad aik dafa khud parh liya karen ta k us ma jo mistakes hui hen wo door ho jaen
                            My dear friend ager him log zayada informative post krty ha to is ka him logo ko zayada fida ho ga is leya him logo ko information wali posting krni chaya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear ap thek keh rahe hain yahn pe aksar member ye ghlti karte hain jaldi jaldi post tu kar dete hain lekin os mai se mistake hone ki waja se reader on ki post se sahi tarha se faida hasil nhn kar pataa bhai ap mehnat kar raho ho tu proper way mai karo ta k sab ko faida ho aur ap b apni life ko set kar lo aur ap ko loss na ho....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X