Learn from mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learn from mistakes
    Dear friends insan hamesha mistakes sy seekhta hy and experience hasil karta hy meri ap tamam friends sy request hy k is thread ma ap apni apni mistakes share karen ta k ham aik doosry ke mistakes sy b experience hasil karen jesa k pichly dino silver ke price unexpectedly rise hui hy and ma ny silver pa sell lagai hui the, lot size kam hony ke waja sy mera account wash to nai hua lakin ab mujy kafi wait karna par raha hy .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear bilkul ap ki bat thik ha k har trader koi na koi ghalti karta hi ha jis ki waja sy usy loss hota.mn ye samjhta hn k ap apni emotions pr qabu rakhein kyun mujh sy jo mistake hoti ha wo yahi ha k mn emotion mn a kar jadl trade open ya close kar deta ha.jo k loss ka sabab banta ha.mistake koi b ho loss ka sabab ban sakti ha.islye hmn apni mistakes pr qabu pana chahyei.
    • #3 Collapse

      daikhain dear insan khata ka putla hai agr ess kam koi galti hoti hai to koi masla nhi aap us galti ko teak nhi kr sakhty ho sekh kr at last qatray qatray say to darya banta hai aur hum doston ko apni bat zeada say zead aaik dosray say sekhna chahaiy
      • #4 Collapse

        Trading main hum bohat Koch apni ghaltioun at seekhty hain baz okat vo ghaltian hamary faidy k liye hoti hain kun k next time agar hum usi ghalti ko yad rakhain tou us ki vja say humain faida bhi ho sakta hai is liye koshish krein apni ghaltioun ko bholny ki bjaye in say seekhain ta k next time humain usi ghalti ki vja say dobara loss ka samna na karna pary
        • #5 Collapse

          G han bhai hamyn forex trading mein jo loss hota ha wo apni ghaltion ki waja se hota ha hamyn chaye k ham apni mistakes se sabaq seekhyn aur doosron k sath bhi share karyn ta k log hamari ghalti se sabaq seekhyn aur hamyn bhi batayn k ham ne kya ghalti ki aur hamari bhi corection ho saky
          • #6 Collapse

            ghalti karne se hi insan sekhta hia aur agar hum ghalti nahen karen gay sekhen gay kese. hum jab bhi koi ghalti karte hain to dobara wo ghalti karne se gureez karte hain aur agar hum ek hi ghalti bar bar karte hain to pphir mere khiyal main hum kuch bhi sekh nahen rahe hain balkey sekhne ki bajay hum jo kuch pata hai hum usko bhi lose kar rahe hain
            • #7 Collapse

              g han humainy apni mistake se bilkul sekhna chahiey hum jo mistake kartay hain phr humainy un mistake par gusa nehi karna chahiey balkay wo mistake hum se kuch keh rehi hoti hain kay agr tum next phr yehi mistake karo hay to losss ho ga is liey humainy un mistake ko highlite kar kay apnay pass rakhni chahiey un ko bholna nehi chahiey or jub hum phr market me analysis karay to wo mistake hamaray samnay honi chahiey takay dobara na ho
              • #8 Collapse

                slaam to all group members.... bohat achi baat poochi hai aap ne maine ek dfa usd cad ko achank se up jaty dekha to buy ki trade open krdi agly hi lamhy mujy lga k ye jesy up gae hai wesy hi down b hogi buy close kr k maine cell mein trade open krdi market up se up hi jati rahi meri kafi trades open thin margin level km hony ki wja se sell trades ne mera account wash kr diya
                • #9 Collapse

                  Bhai forex trading ho ya koi bhe business ho ap apni galtion sa he seekhta han jab ap galti he nea kran ga tu seekhan ga kya us lya jo bnda galti krta hai wo he seekhta hai forex ak bahut acha online business hai jis sa ap bahut kuch seekh sakta han
                  • #10 Collapse

                    My dear friend him logo ko Jo mistake ek dafa ki ha him logo ko wohi mistake dobra nhi krni Chaya kau ky asa krna pagal pan ho ga
                    • #11 Collapse

                      Ap nay sahe kaha forex main to banda seekhta he mistakes say ha hmain apni mistakes aur experience ko fourm pay share krna chaeay ta k dosray users ko bhi faida ho. Trading main ahista ahista banda improvement krta ha aur ghation say he seekhta ha. Jaisay jaisay forex main time guzarta ha hmain apni mistakes ka ehsas hota ha k falan moqa pay meri ghalti thi mujhay trade nai lgani chaheay thi so ic main koi shak nai forex seekhta he mistakes say ha.
                      • #12 Collapse

                        ap ko yaahn say kaam k time par kakam karna hota ha jitna ap yahan sya samjh ka rkaam karyen gay tu ap yaahn say auchy say trading karna hota ha jis say ap ki working daily k hisab say tazi say working karna hota ha ap ko long tiem k lye yaahan say working karna hota ha is may
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Insan sab se zayda apni galtion se sikhta hai jo ma ne note kiya hai Forex ki market main humain sab se zyda apni galtiyon pe control karna chaiye agr hum apni galtiyon se sikhte hain to ye bohat best hai or hum Forex ki market main bohat acha profit nikal skte hian short time main but sab se important hai ke hum galtiyan na karian.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X