Kya over bought currency ko mazeed buy karna chaheye ya nahe ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya over bought currency ko mazeed buy karna chaheye ya nahe ?
    Over bought currency ya pair ko mazeed buy na karna he behtar hai kiu k over bought ka matlab k ye currency kafe buy ke ja chukee hai aor mazeed esko buy karna dangerous ho sakta hai aor kese bee time over bought currency ka trend change ho sakta hai so es waja say har trader ko chaheye k jab be trade lay pehlay ye search keya karey k kahe koi pair over bought tou nahe ho chuke agar aisa ho tao osko mazeed buy karne say guraiz keya jaee.
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap ne kafi acha question kia hai. Aksar log over bought market main sell kar daitay hain. Laikin agar market range main nahi hai to aap ki ye sab say bari ghalti hai or aap ko hamesha loss he ho ga sell kay order per. Is liay bonus account main trend main trades lagaain.
    • #3 Collapse

      Bhai jan ap logon ny jo information share ke hy wo bohat he zabardast hy is sy hamen kafi faida ho lakin mujy ye nai pata ka ye kesy check hota hy k currency overbought ho gai hy to koi senior member guide kar dy please
      • #4 Collapse

        Dear agar market overbought hai to sell karna chiay laikin 1st lot hamesha small lagani chiay or pull back strategy per amal karain is tara hamain kafi kam loss ka samna karna paray ga or jab bhi divergence lay kar rsi down ay ga to hamain bonus account per bhi kafi acha profit hasil ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Bhai jahan tak mera kahayal ha tu agar koi bhi currency ya pair extreme high ko pohnch gaya ha tu us ko phir buy karna ghalt hoga bal k mery khayal mein high p ja k ap sell laga lyn tu apko bahut faida hoga agar buy karyn gy tu loss hoga apko bahut zayada
          • #6 Collapse

            Nahin bahi bilkul nahin market main jo koye bhi currency ya commodity over bought ho jati hai us k reversal k chances boaht ziad ho jaty hain is liye us time buying nahin karni chaye agar ap us start say jahan say currency ka peek start howa wahan say entry ly sakty hain lakin top par entry bohat dangerous ho sakti hai
            • #7 Collapse

              dear asa nahe hota kay overbought currencies ko ap upar sey buy kar lo bohat sey indicators ap ko yehi kehb rahay hotay hain kay ye cheez overbought ho chuki hoti hay esliye uskay bad jab aik bhi sell candle like shooting star etc ban jay uskay baad market ka return hona hota hay
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #8 Collapse

                over bought koi bhi pair hojay tou uss mey buy nahe kro ap kbhi b kyon ky wo already extra buy ho chuki hoti ha ap ko RSI wagera mey pata chal jata ha ky market extra buy ho chuki ha ap aagr wahans ey down trend find krky sell ki trade lagao wo best rahay gi
                :p Yes You Can Do :p
                Honesty + Sincerity = Prosperity
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Over bought currency ya pair ko mazeed buy na karna he behtar hai kiu k over bought ka matlab k ye currency kafe buy ke ja chukee hai aor mazeed esko buy karna dangerous ho sakta hai aor kese bee time over bought currency ka trend change ho sakta hai so es waja say har trader ko chaheye k jab be trade lay pehlay ye search keya karey k kahe koi pair over bought tou nahe ho chuke agar aisa ho tao osko mazeed buy karne say guraiz keya jaee.
                  Mere Khayal main to Aisa krna acha nahi hai q kmarket bohat oper chali gai hai or agar ham profit banana chahty Hain to hamain sell lgana chaye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    over bought hojanay pey buy krna bewkufi hogi kyun ky aik cheez already over bought ha ab usko whana se down jaanib jana chaiye lahaza sell krna mery khyal mey behtr ha buy nahi

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X