posting krte waqt

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    nahe posting krne se pehle ham thread ko achee tarha read kr te hain or jab sab kuch samaj ajaye to per reply krte ha yeni post krte ha or according to the requirment posting krte ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      han g jb hume kuch seekhnay ko milta hai to hume chahye k hum k hum apni posts ko emandari say kare aur yha pay hum mehnat say kam ko kare ye bhot he acha kam hai is ko samjhna chahye.
      • #348 Collapse

        Dear kuch logon ko sirf tanqeed krna ata hai or unhen kisi kaam main kuch acha nahi lagta or woh sirf keere hi nikalte rehte hain har kaam main or dosron ko bhi behkate rehte hain.
        • #349 Collapse

          dosto posting karna be 1 business ka hissa hai kiun ke business karte waqt insan ko bore nahi hona chayi hai warna phr ap ko maza anhi aye ga business karte waqt
          • #350 Collapse

            dear forum me posting karty time ye sochna chaye k ham ne learning karni hay to app ko positing karna acha lagy ga siraf bonus hasil karny k ley posing nahi karni chaye.
            • #351 Collapse

              mein to isay job smajh kar kam karta hu or is mein khoob mehnat karta hun lekin agar ap awein awein posting mein apnay pas se lekhein gay to ap banned bhi ho sakte hain kiu kay ye forex kay rules kay against hai.
              • #352 Collapse

                Posting kerna kabhie kabhe boring ho jaata hai but mostly it's not so boring. One learns a lot through posting. You get to know the point of views of other people. Merey hisab posting buri and boring job nai hai. You just to find the interest and the fun part of it.
                • #353 Collapse

                  Assalam o alikum dear friends posting krte waqt hamay is bat ka dhyan rakhna chaiye ke hamarqa post duplicate to ni ya galat to ni ham se jitma acha ho sakay hamay utne achy post krne chaiye...............:o;):D:cool:
                  • #354 Collapse

                    pak forum me posting aik good aor acha work he agr es ko kay jy to es me kafi earning hote he sath knowledge be acha ata he es me threed post ke jy to best work be hota he aor es me profit be acha ae ga keo ky es me kafi ilum hota he good income be hote he
                    • #355 Collapse

                      je forex forum shekhne aor sekhaane ka aik bohat acha zaria hai lihaza is ko khoshi se hi karna chahia aor ham bhi yehi bat zehan main rakh rak posting karte hain aor wese bhi forex aik khosh karne wala kam hai
                      • #356 Collapse

                        my dear friend posting kaerte waqt me bahot hee khosh hota hay . kioke posting se mera bahot time pass hota hai . hame chahye ke hum ziada posting kare . hum jab bee posting se bore hote hay hame month ka last yaad karna chahye aur bonus ko dil me rak kar trading karni chahiye .
                        • #357 Collapse

                          Well while posted my own comments in this forum i feel much happy and blessed, because while posting my comments my many concepts are cleared automatically. and when i was posted my comments on that time i was much excited and much happy.
                             
                          • #358 Collapse

                            main tu posting karte wakt main question poora read karta hon aur phir mind main os se related sochta hon aur phir apna view ya experience share karta hon, jab khud se jawab dain tu acha bhi lagta hai aur knowledge bhi bharta hai
                            • #359 Collapse

                              Yar posting ka main purpose to yahi hy k hum trading k bare main seakhain,,,,agar hum galat post karain gay to new trader ko kuch samjh nai aye ga,,,main to post ko achi tarha read kar k soch kar samjh kar bhe reply karta hoin......
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                well my dear friend, meray khayal say kaam to kaam hota hay chaheay interesting lagay ya boring karna to parta hay aur meray khayal say ager hum apnay kaam ko relax ho kay aur interest ley kay kartay hain to humain uss kaam main koi boring feel nahi hota hay aur easily wo kaam finish kar letay hain...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X