Average trader aur achy trader mai faraq sirf money management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Average trader aur achy trader mai faraq sirf money management
    Ager generally baat krin tu traders ke 3 types hain

    1 New traders : iss type kay traders genealy markt mai loss kar rahy hoty hain aur sath sath learning kar rahy hoty hain.

    2 Average traders : iss type kay traders achi trading karty hain lakin trading mai hone wali earning ko barqarar nai rakh sakty hain , yar achi trading kar rahy hoty hain lakin kuch trades mai money management na honay ke waja say aur disciplined trading na hony ke waja say loss kar kay apni earning b waste kar rahy hoty hain. in kay pas woh sara knowledge hota hai jo acha trader banany ke liye chaiye hota hai.

    3 Good traders : Yeh traders skill wise average traders ke trah say trading karty hain lakin achi money management ke waja say earning ko barqar rakhty hain


    iss liye maire kahyal say averge trader aur good trader mai farq sirf disciplined trading aur achi money management ka hai

    App ka kiya khayal hai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G ha dear agar hum trading karty hain to hum ko ye pata hona chaye k ais market mai jab bhi trading karni ho to hum ko aik plan bana k kaam karna chaye aor agar hum ais mai money management k lehaz se kam karty hain to hum ko humra account wash ni hota kun k hum ais mai lot kam use karty hain.
    • #3 Collapse

      Bahi ap ki bat tehak hai laken ap losses s learn krta hain jo accha traders hota hian wo bi loss kr kr ka yahan tk poncha hain kafi time lagta hai ap ko market pr control krna ka lia agr market samaj ahna suru ho jaya tu loss nai profit ho ga is lia mari advise ya hai loss s learn karain tab ja kr ap ak accha trader bana gain thabks
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
        Ager generally baat krin tu traders ke 3 types hain

        1 New traders : iss type kay traders genealy markt mai loss kar rahy hoty hain aur sath sath learning kar rahy hoty hain.

        2 Average traders : iss type kay traders achi trading karty hain lakin trading mai hone wali earning ko barqarar nai rakh sakty hain , yar achi trading kar rahy hoty hain lakin kuch trades mai money management na honay ke waja say aur disciplined trading na hony ke waja say loss kar kay apni earning b waste kar rahy hoty hain. in kay pas woh sara knowledge hota hai jo acha trader banany ke liye chaiye hota hai.

        3 Good traders : Yeh traders skill wise average traders ke trah say trading karty hain lakin achi money management ke waja say earning ko barqar rakhty hain


        iss liye maire kahyal say averge trader aur good trader mai farq sirf disciplined trading aur achi money management ka hai

        App ka kiya khayal hai???
        Apny bilkul hell Kaha hai successful traders would hoty Hain Jo apni money management or risk management hamaisha krty Hain trading krny Sy pehle tabhi wo forex main long term Tak rehty hain
        • #5 Collapse

          Dost ap nay acha knowledge humery sath share kia hai main to ye khena chahoun ga k forex main jo trader ka profit hota hai wo totally us ki mehant pay depend kerta hai app jitna time learning dain gay to pher app ko us main itna profit return main mila gay
          • #6 Collapse

            Dear aap ne kafi bara thread kia hai or aik intehai acha thread kia hai waqiay average trader main money management or risk management ki koi cheez nahi hoti pata hota hai in sab baton ka laikin in per ham amal nahi kartay jis waja say hamain kafi had tak loss karna parta hai.
            • #7 Collapse

              Dear apki batyn bilkul theak hain ap ne jo diffrence bataya ha new ,avrage aur good traders ka wo bilkul theak ha hamyn chahye k aik good trader banny k liye mehnat kryn ta k acha profit ho forex trading se
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                Ager generally baat krin tu traders ke 3 types hain

                1 New traders : iss type kay traders genealy markt mai loss kar rahy hoty hain aur sath sath learning kar rahy hoty hain.

                2 Average traders : iss type kay traders achi trading karty hain lakin trading mai hone wali earning ko barqarar nai rakh sakty hain , yar achi trading kar rahy hoty hain lakin kuch trades mai money management na honay ke waja say aur disciplined trading na hony ke waja say loss kar kay apni earning b waste kar rahy hoty hain. in kay pas woh sara knowledge hota hai jo acha trader banany ke liye chaiye hota hai.

                3 Good traders : Yeh traders skill wise average traders ke trah say trading karty hain lakin achi money management ke waja say earning ko barqar rakhty hain


                iss liye maire kahyal say averge trader aur good trader mai farq sirf disciplined trading aur achi money management ka hai

                App ka kiya khayal hai???
                Forex trading main average trader or successful traders main frk krny wali cheezain money management risk management information or knowledge hita hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Average trader loss karta hai aur acha trader mehnat se earn karta hai is mein fark ye hai ke jo mehnat karte hain wo ye search karte hain ke un ko movement pata chale wo experience se learning se aye ga aur technique se

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X