forex ma take profit ka kia faida ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Yes dear ap ki bat thek ha forex trading business ma take profit ka bibat faida hita ha hume is ma demo account ma take profit k bhre ma experience hasil krni chaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      Bhai jan take profit ka lafi faida ho sakta hai aap ko chahiay kay take profit or stop loss limit lagaia karain is say aap ko kafi had taken faida hasil ho ga aap agar use nahi kartay rahay or aap ki trade auto per close ho jay go profit main or aap ko tension ki zaroot bhi nahi paray gi
      • #333 Collapse

        is main trade karny k liye hard work karni ho gi aur take profit utna hi lena ho ga jitna hamain experiece hasil hai aur hamain trend ko use kar k hi hum achi trade kar k run karein gay aur sucess ho sakty hain
        • #334 Collapse

          take profit ka fuiad ayta hota hy k agar ham ko profit ho raha ho our hamy pta ho k ayk price tak aytk jagaa par market ja k phr wapois ah jay gi o ham waha par apana take profit rakh dyty hy k hamari tarde profit my us jaga close ho jay us k wapis ahny sy ophly phly taky loss bhi na ho our ham ko profit bhi mil jay our phr ham agli trade open kr sagty hy
          • #335 Collapse

            dear forex trading men ap ka asal maqsad profit ko gain kerna hota hia jab ap profit ko hasil ker lety hein pehr ap ap isko nikalwa skaty hein profit ap ka aik qisam ka cash hota hai jis ko ap use ker sktay hein or apni zrooriyat ko pura ker skaty hein
            • #336 Collapse

              is main trade karny k liye take profit hasil kar hi achi trading kar skaty hain aur experience ho ga phar hi hum sucess hon gay aur market main profit hasil karein gay aur profit hasil kar k achy trader hon ga
              • #337 Collapse

                forex trading mai take profit ka traders ko kafi faida ho sakta hai . take profit ke waja say traders ko yeh moqa mil jata hai ke woh sahi time per market say profit laay kar nikl sakty hain. take profit ke waja say khabi khabi profit kam b milta hai lakin ziada tar iss ke waja say traders faiday me he rahty hain.
                • #338 Collapse

                  bhaai forex ma take profet ka bht faida ha is ke waja sy apko har waqt market watch nahe krni parti ap apny take profit wala option use krain aur is k baad ap ko jo bh kaam ho wo kaam ap eaisly kr sakty hain har waqt ap ko market daikhny ke zrorat nahe parti
                  • #339 Collapse

                    forex traidng main take profit ki option humary pass bohat achi hoti hay agar hum esko use karty huway trading karen gay to he humari trading achi ho sakti hay aur humay esko apni trading ka hissa bna achahiey
                    • #340 Collapse

                      Forex trading business mein take profit ka bhht ziada faida hy take profit k use se hum forex trading business mein profit earn kar saktay han agr ap ne koi trade open ki us par take profit laga kar open ki hy tu market jab ap k trade point par Jaye gi ap ki trade close ho jati hy aur ap ko profit earn ho jata hy kiok forex trading ki market up down hoti hy is liye take profit zaroori hy
                      • #341 Collapse

                        forex main take profit ka ye fiyda hain k aaap jaab busy hote hain ya aapka pc kharab ho jaata hain aaap ghar say kisi time door chale jate hain tu aapne tak profit ki price set ki hovi hoti hain tu jaaab aap free nhe hote busy hote hian tu merket jaaab waha tak chali jati hain tu trade profit main clcoss ho jati hain forex k sab say best system hain ye
                        • #342 Collapse

                          Forex Mei take profit ki bohat ahmiyat Hoti hai forex currency pair game hai yaha market movement snake ki tarah chalti hai kabhi uppay kabhi niche ho Sakta hai jaha tak aapne market Ko up ya down expect kiya ho waha tak jaakar market wapas shuru ke point yaa bich met attk jaaye aise Mei aao Apne profit se chook sakte hai yahi hi take profit kaam aata hai iss tool se profit Ko ek line par locked kar diya jaata hai jaha par jab market jaati hai to Yeh tool profit lekar aapki trade closed kar deta hai agar aapne take profit nhi lagaya hai to ho Sakta hai market ek dum se aapke trading closed point se reverse direction pakad aur aapki orofit par trade closed karne ka mauka maa Mike aur aapko profit ki jagah loss mille isliye hamesha take profit lagakar hi trading karni chahiye
                          • #343 Collapse

                            Forex market mai take profit ak option hai es mai hum trade krtay waqat ak limit par take profit ko put krtay hai es tarah jab market es point par ati hai tou wo auto close ho jati hai. es tarah hum take profit ko use krtay hai.
                            • #344 Collapse

                              forexmarket mai strategy kay sath take profit ka faida hai begar strategy kay take profit ka koi faida nahi hai. es lye es ko strategy kay sath apply kray gy tou ap har bar achay profit par trade close kray gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: irshad9834 پيغام ديکھيے
                                Forex market mai take profit ak option hai es mai hum trade krtay waqat ak limit par take profit ko put krtay hai es tarah jab market es point par ati hai tou wo auto close ho jati hai. es tarah hum take profit ko use krtay hai.
                                ge han bhai hmein apne forex trading mein acha profit hasil krne ke lie apne trading mein experience se kam krna hota he aur hm apne forex trading mein market ke sahih points ko smjh kr apne trading krein aur apne trading mein take profit ka istemal krein aur stop loss ka istemal krein phr hmare trading safe hote he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X