Forun News..
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forun News..
    Ham pak fotex forum mn jab enter yani login karte hn tu first page ham ko what, news ka aik option likha hua ata mera question ye ha k kia ye news jo ati hn ye forum related ati han ya forex trading k hawale se agar kisi ka pas koi information ha tu plz share karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear ap ne sahi farmaya pak_forex forum pe jab ham entry karte yani jab hum page open karte hain. tab hamain trading k hawale se kafi sari news dekhne ko milti hain. kuch news fake bhi hoti hain or kuch news real bhi hoti hain. jo news market se related hoti hain wo ziada sahi bhi hoti hain. daily updates bhi forum hamain provide karta rehta hai,
    • #3 Collapse

      Dear bilkul news ati to rehti ha pr mn ny kabi is pr ghor ni kia.r mujhy is k bary mn confrm ni k ye konc news a rahi hoti hn.har time kuch na kuch new to ati ha pr us sy kuch faida b hota ha ye confrm ni.agar kisi bhai ko confrm ho to plz bataye.
      • #4 Collapse

        G sab friends nay sahe kaha hy k jo news a rahe hoti hen forex forum ka first page pa wo forex news hori hen un ko read karna chaye ta k hamen forex k current affairs ka pata ho is say trading ma kafi help hoti hy
        • #5 Collapse

          Dear agar hum baat karty hain k ais forum par jaisy hi login karty hain to hum ko ais mai news show hoti hai agar hum ais mai phli dafa main page open karty hain to hum ko waha par market k rates bhi show ho rahy hoty hai jis se hum ko market ka pata lagta rehta hai.
          • #6 Collapse

            Dear ye page har moqat kuch naya hi dikhata hay is liye mijhay to confirm nai hay kay ham albatta news kay related ek app investing hay jo kay almost tarding kay related hay aur us par jo nes aati hay bulls kay hisaab se wo boht perfect hoti hein us kay hissab se jo news aati hain us time waqie market main boht variation hoti hein..
            THKS
            • #7 Collapse

              mere samne tu ye kabi b nhe aya hian please agar aapk pas aata hain tu aaap please yah ascreen short k sath share kare take sab ko achi info mile ha ye dekha han main ne k froum pay merkat k rate chalti hain ads b show hote hain froum newz pay pak froum ka bhot bhot thanks k hum ko itna kuch de rahy hain bina invest kiye hum acha earn kar rahy hain
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
                Ham pak fotex forum mn jab enter yani login karte hn tu first page ham ko what, news ka aik option likha hua ata mera question ye ha k kia ye news jo ati hn ye forum related ati han ya forex trading k hawale se agar kisi ka pas koi information ha tu plz share karen
                Jee bilkul Woh news Forex forum se related ki Hoti Hai Jani Forex forum pe konsi new conditions or kya new rules Hai Forex forum ke
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
                  Ham pak fotex forum mn jab enter yani login karte hn tu first page ham ko what, news ka aik option likha hua ata mera question ye ha k kia ye news jo ati hn ye forum related ati han ya forex trading k hawale se agar kisi ka pas koi information ha tu plz share karen
                  Maiany bhi akaar saikha hai jab ham forex forum pai atay hain to wahan likha hota hai forex forum news or ailanat yani forum k baray main jo new rules ataay hain wo sab ko pta chl jai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    G ye forex se related news Hoti hain news pe trading buhat achi Hoti hai buhat benefit deti hai lekin is ke liye ap ko experience chahiye hota hai ta ke ap movement ko samajh saken aur kaam ache se kar saken
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      je bilkul wo jo news hoti hain wo forex k hawaly say he hoti hain es lia hume un ko read krna chahe es se hume market k halaat ka andaza hota hai q k forex me hume jis country ki currency par trade krni hoti hai us k halaat janna bht zaroori hota hai q k news anay se market bht bara change leti hai so keep also focus on news guys.

                      اب آن لائن

                      avatar Ayn
                      Working...
                      X