Ji bilkul mein aapki baat se agree karta hoon hamein trading mein har cheez ki nazar rakhni parti hai aur planning karni zaroori hai trading karne k liyr k hamein kab kya karna hai agar aap planning karke trading karenge jis mein aap. Apna profit ka aik target set karein aur usi k mutabik trade karein aur jab aap apna target achieve karlein to aap trade close kardein is se aap lalach se bhi bach sakenge aur profit mejn bhi rahenge
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим