Please RSI Ka Mujhy Koi Samjha De

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Please RSI Ka Mujhy Koi Samjha De
    Hello all memebers ksy hain aap sab main ne bhot try kia k kahi say info mil jy RSI ki k is pay ksy wor karte hain kahi say b koi b achi info nhe mili mujhy please pak froum pay RSI ki koi thread nhe hain so please mian ne socha k q na hum is pay b baaat kare please jo jo best trades hain vo yaha share kare take sab ko info mile Click image for larger version

Name:	Capture.jpg
Views:	1
Size:	27.6 کلوبائٹ
ID:	12461674
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    RSI stands for relative strength index
    It is a momentum indicator developed by noted technical analist welles wilder. It compares the magnitude of recent gains and losses over a specified time period to measure speed and change of price movement
    • #3 Collapse

      Rsi aik bahut acha indicator ha aur maximum log rsi use karty market ki movement ko observe karny k liye its mean relative strength index aur market k analysis k liye bahut acha indicator ha is ko use kar k hamyn trading mein acha result milta hai
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Devil-forex پيغام ديکھيے
        Rsi aik bahut acha indicator ha aur maximum log rsi use karty market ki movement ko observe karny k liye its mean relative strength index aur market k analysis k liye bahut acha indicator ha is ko use kar k hamyn trading mein acha result milta hai
        yes aaapki baaat thek hian bhot say log RSI use karte hain or mian ne b demo pay RSI KO BHot use kia hain bhot mujhy demo pay bhot fiyda hova hain aab mian monday ko apne reall accoutn pay RSI ko use akrogi jo k INSHALLAH mujhy fiyda de gi or umeed hain k bhot say log is say fiyda hasil kare gy or mujhy umeed hain k bhot say logo ko iski info mili hogi
           
        • #5 Collapse

          Dear RSI k oper ap trade nahe ker sgty hian ye koi easa indicator nahe jo app ko entry signal day us main sirf app over bought our over sold kisi bhe pair ki condition ko check kerty hain pher main to apny VSA set up k oper choice k time frame main trade leta hoon VSA ki beauty ye hai k app kisi bhe time frame main trade smart money k kisi bhe group k sath ker sagty hain
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
            Dear RSI k oper ap trade nahe ker sgty hian ye koi easa indicator nahe jo app ko entry signal day us main sirf app over bought our over sold kisi bhe pair ki condition ko check kerty hain pher main to apny VSA set up k oper choice k time frame main trade leta hoon VSA ki beauty ye hai k app kisi bhe time frame main trade smart money k kisi bhe group k sath ker sagty hain
            bhot bhot thanks aapk reply karne ka kia aaap mujhy koi acha sa way bata skte hain jis say acha earn ho main chahti ho main daily 20 30usd earn karo asa mumkin hain i know log daily lakho earn karr rahy hain par pata nhe hain k konse way sy earn kar rhy ahin RSI say b log kafi kuch sekh k earn kar rhy hain
               
            • #7 Collapse

              RSI indicator Overbought or Oversold pe chalta hai 30 se kam hai to oversold or agar 70 se uper hai overbought humain isi hisab se decisions lene hoty hain. is main do terha ki basic strategies hoti hain agar hum ne oversold pe hy to humain sell khol lety hain overbought hy to buy ker dete hain lakin stable market main. agar market movement bohat zyda hai ya news ka waqat hai to humain overbought k high level pe sell kerna hota hai ro oversold pe buy yani ulat to bohat acha analysis banta hai or timely exit lena hota hai yani take profit or stop loss ka zarur istamal kerain other hand ap is ko study kerain or demo pe achi terha practice kerain.
              :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
              • #8 Collapse

                dear RSI aur ayse dosre charts trader es liye estimaal karte hain ta k wo market ki movement ko smjh sake mean wo buy ya sell ki average point aur market kitna buy ya sell ho gii wo cheez ko dekh sakain aur on se faida hasil kar skain ap ko larning karne aur pratice se he es k bare mai sahii maloomat ho skti hain,,,
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Rehano پيغام ديکھيے
                  dear RSI aur ayse dosre charts trader es liye estimaal karte hain ta k wo market ki movement ko smjh sake mean wo buy ya sell ki average point aur market kitna buy ya sell ho gii wo cheez ko dekh sakain aur on se faida hasil kar skain ap ko larning karne aur pratice se he es k bare mai sahii maloomat ho skti hain,,,
                  thanks alot bhot bhot thanks aapki post say mujhy bhot fiyda hova hain or mujhy umeed hain k aaap or b achi post kare gy main ne yaha bhot dekha hain k log bhot he ziyda RSI use karte hain RSI use karna ghlat hain ya sahi mujhy is ka bilkul b pata nhe hain par bhot say log is say kafi acha earn b kar rahy hain
                   
                  • #10 Collapse

                    Rsi buhat acha indicator hai ap ko buhat benefit de ga jab curve 80 pe ja ke wapis aye to sell hai aur isi tarah neeche se up jaye to buy hai ap ko ye sab demo pe practice se pata chale ga
                    • #11 Collapse

                      mujy is chez ka bilkul b pata nhe hain thansk aaapne yaha share kar k bhot acha kia hain or mujhy umeeed hain k aaaap or b achi achi sharing kare gi aaapki post sya muhy kafi fiyda ho rha hain agar meri admin say baaat hoti tu main unko lazmi kahti k aapki post mere liye kafi thanks full hain
                      • #12 Collapse

                        Dear RSI yeni k relative strength index jis ka mtlb ha k market oversold ya overbought ho gae ha RSI koi perfect indicator nai ha so RSI pay 100 % depend krna bewaqoofi ho gi. So RSI l elawa dosray indicator aur news pay bhi nazar rakhi chaheay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Madihasaeed پيغام ديکھيے
                          Hello all memebers ksy hain aap sab main ne bhot try kia k kahi say info mil jy RSI ki k is pay ksy wor karte hain kahi say b koi b achi info nhe mili mujhy please pak froum pay RSI ki koi thread nhe hain so please mian ne socha k q na hum is pay b baaat kare please jo jo best trades hain vo yaha share kare take sab ko info mile [ATTACH=CONFIG]3180[/ATTACH]
                          Rsi 1 indicator Hai Jis Se hammad reading karne mein help milti hai is sy hamon pta chlta hai k matket kis side pai jai g laikin ye andaza ghalat bhi ho skta hai is liye hamain is pai 100% yajeen nahi krna chaye
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X