Basics of Order Entry

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    G bilkul Forex min ye bari achi sahulat mojod hai k aap agar busi hain ya Forex se door hain to aap is min T/P or S/L istamal kr ke acha profic or kam loss min trade close kr saktey hain is k ilawa is min pending order ki sahulat bohut achi hai k aap ko agar news mili hai k market ne kuch deer min move krna hai to aap movement k mutabiq pending order laga saktey hain jis se aap k trade auto lag jai gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ya bohat achi baat share ki hai.. mein b is cheex say agree karta hoon agr mujhe b confirm ho k price aik limit ko xaror touch karay hi toh mein sirf porfit limit set kar deta hoon toh os say mein profit may hi end karta hoon..
      • #33 Collapse

        Yap usi leay humean apni her trade main stop loss our take profit ko must use kerna chahy koin k us say hum apny profit and account capital dono ko safe kertay hain our us value pay ja k humera oder close ho jata hy our profit safe ho jata hy
        • #34 Collapse

          Yes agar log take profit select ker ky trade open kerty hain then apki trade auto per jab apky take profit selected point per ponchti hai tou auto per closed ho jati hai but kuch traders ko jab apni open trade main loss ho raha hota hai tou woh same pair main opposite trade bhi laga dety hain aur loss recover kerny ki koshish kerty hain
          • #35 Collapse

            humain is main levrage ko set karna hota hay ta kay humain achi earning hasil ho saky is main humain take profit ko b use karna ho ga ta kay humain market min achi earning hasil ho sakay
            • #36 Collapse

              agar aik currency7 weak ho rahi hai tu is is ka matla ye nai hota hai kay wo weak hi hoti jaiy gi balkaty achi tarahs ay apko is bat ka andaza bi hona chaiy kay waek honay kay ssath sath ye strong bi ho gi phir hi ye apni asal placepe jay gi jaya pe trades is ko wait kar rahay hotay hai
              • #37 Collapse

                mery khayal say ap forex market mai jo bhe pair trading ky lye select kray tou ap es pair ky sp;read aur movement ky mutabiq kamkray gy tou ap ko forex market mai success ho gy.
                • #38 Collapse

                  hamain is main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur demo main practice kar k hi hum acha earn kar skay gay
                  • #39 Collapse

                    Yes dear ap ki bat thek ha ma abi is ma new hun hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre luye dab se acha business ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
                    • #40 Collapse

                      Yes dear yehe hota hai kay aik to pending order hotay hain wo auto per lag jatay hain or aik to aap take profit on stop loss limit lagatay hain jis per aap kay lo market aap ki wahan jab ponchti hai to tab auto per trade close ho jati hai dear aap ko ye batain pata honi chaiay
                      • #41 Collapse

                        hamain order lagany k liye bi experience hasil kar k hi hum sucess hon gay aur planing karni ho gi ta k loss kam ho skay aur trend ko mind main rakh k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain
                        • #42 Collapse

                          trader ku forex man basics learning k liye demo account pay work kerna buhut zaruri ha kun k ic say trader take profit stop loss or dosray zaruri tools ka use seekh layta ha or earning kerta ha
                          • #43 Collapse

                            is main trade karny k liye hard work karni ho gi aur pair ki currency ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k achi trading karein gay
                            • #44 Collapse

                              forex trading main agar hum kamyab hona chahty hay to humay chahiey keh esmain theak entry point ko lain kyun keh agar hum sahi entry point use karty huway trading karenn gay to humari trading achi ho sakti hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Ap forexmarket mai es waqat tak achi entry nahi open kr sakty. jis waqat tak ap kay pass forex market ka knowledge aur experience nahi hai. kyu k knowledge aur experience ki madad say he ap forex market mai zada best preformkr sakty ho. es say he ap forex market mai earning hasil kr sakty ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X