Knowledge or experience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge or experience
    Friends zayda ter log knowledge k peche lage rahte hain aur un k khayal main ye hota hai k wo knowledge hasil kar k forex main agay ja sakte hain to ye un k ghalat fahmi hai haan knowledge zaroori hai laikin us se bhi is main experience ki zaroorat hai jab ap k pass experience ho ga to ap is ko achi tarah smjh aur trade kar pao ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Myra zati manna hy k forex ki life my knolige our experience k bina is my kam krna loss ko khod dawat dyny wali bat hoti hy our khod loss krny wali bat hoti hy loss hota rehta hy profit nai hota hy ya zaorri hota hy exlerience our knolige
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Dear Knowledge or experience both things ko hamain forex trading main apnana chiay jab hamain knowledge ho ga to experience ham gain karain gay is liay hamain chiay kay apnay Annaylis achay rakhain forex trading main ta kay ham apnay bonus account say bonus profit withdraw karwa sakain.
      • #4 Collapse

        Dear forex trading mein knowledge aur experience dono ki bahut zayada ahmiyat ha sirf knowledge se bhi ham achy trader nahi ban sakty acha trader banny k liye aur profit kamany k liye zaroori ha k achi tarha experience bhi ho demo account p experience hasil karyn phir live trading karyn
        • #5 Collapse

          my brother forex main dono he say he ap ko success milti hai ager us main app k pass knowledge our experience ho ga to pher he us main app aik successful trader ban pain gay nahe to pher forex main app just knowledge k oper success hasil nahe kr sagty hain
          • #6 Collapse

            G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum agar ais market mai kaam karty hain to hum ko ais mai acha experience ho ya ais mai knowledge acha ho hum ko ais mai acha profit hota h kun k experience bhi zarori hai aor knowledge bhi zarori hai to hi faida hota h.
            • #7 Collapse

              Dear frnd hmary loye jitna zaruri hai knowlage otni he zaruri practic hai hmary liye os waqt tak knowlage koi mani nai rakhta jab tak hm practic kar k dekh na ly k hmaea ye idea kam kary ga ya nai es k liye most important chez ye hai k hm aik demo account banaye or os py apni learn ki hoi chezo ko apply kar or samjhny ki koshesh kary.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Forex mein jo sb sy basic factor hy wo hy knowledge isky baad Demo account ki practice aur phir real account ka experience ye tamaam main factors hain forex k aur achy knowledge aur behtreen experience k baad hi koi trader forex mein successful ho skta hy in dono ka hona Forex mein success k liey bahot zroori hy

                اب آن لائن

                Working...
                X