spread kuch currency ka km aur kuch ka ziada
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    spread kuch currency ka km aur kuch ka ziada
    Forex trading ki market main yeh spread kuch currencies ka ziada hota hy aur kuch ka km ,yeh kia chakr hy aisa kio hota hy k gbp.usd ka aur euro.usd ka spread mokhtalif hy yeh kia waja hy ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jin ka zeada hota hy un sy ham profit bhi zeada bna sgty hy eurusd ka kam hota hy us ham ko ab dykhy to bhot kam pios hasil hoty hy jab k sab sy zeada gold ka hota hy our us my ham ko bhot zeada pips hasil ho jaty hy
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Bhai aimple se bat hy jis pair ma variations ziada hoti hen us ma profit ka chance b ziada hota hy is liye broker us pair ma spread b ziada rakhta hy , currency pairs ma variations kam hoti hy is liye un ma thread b kam hy sab sy ziada spread bitcoin ma hy kiun k us ma variations b bohat hoti hy
      • #4 Collapse

        well dear g har currency me spread different hota hai iski reason k broker khud ki commission keh liye different currencies mey different spread sze rakhta hsi jaisa keh instaforex broker me just usd cad par 3 points ka spread hai oyr ye chiz inka haq hai onho ney bhi too kuch earn krna hota hai na is business me mujhy bas yrhi knowledge hsi jnb g
        • #5 Collapse

          G han dear ye tu ha k kuch pairs ka spread kam hota ha aur kuch ka bahut zayada hota ha jaisa k gold aur bitcoin ka spread bahut zayada ha lekin in ki movement bahut fast hoti hai aur ham in se profit bhi zayda hasil kr sakty hain lekin agar achi tarha analysis kar k trade lagyn
          • #6 Collapse

            bilkul spread kuch currency ka kam hoty ha and kuch ka zaida hoty ha kio ka spread currency ki movement pa depend karta ha agar kisi currency ki movement zaida ha tu us ka spread be us hisab se hota ha
            • #7 Collapse

              g han major currencies pair ki spread zeyda hoti hay or es ki market movement be zeyda hony ki waja se es ki spread be zeyda hoti hay, hamesha popular currencies pairs me hi trading karni chaye.
              • #8 Collapse

                Spreed km ya zaida jb hota hai tu profit aur loss bhi km ya zaida hota hai km spreed means km profit loss aur zaida spreed zaida profit loss.Brokatr is cheez ka faisla karta hai ke kis currency ko konsa spreed dia jay .New aur km balance wale trade km spreed currency par trading kar jisa ke usd jpy e.t.c
                • #9 Collapse

                  Bhai jin pair ki market movement ziada hoti hai a or an py trading ziada hoti hai ya an pair ki demand ziada hoti hai as liay an pair la spread ziada hot a jest k bit coin ka spread 15000hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Musakhan پيغام ديکھيے
                    Forex trading ki market main yeh spread kuch currencies ka ziada hota hy aur kuch ka km ,yeh kia chakr hy aisa kio hota hy k gbp.usd ka aur euro.usd ka spread mokhtalif hy yeh kia waja hy ?
                    Har ksis ki spread unho ny apni mrzi sy rkhi hoi hai jin pairs ya commodity main soread kum hota hai un main profit ya loss bhi juldi hota hai or jis main soread ziada jhota hai un main loss or orofit bhi kum hota hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X