Forum per abhi b moderator ke zaroort hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum per abhi b moderator ke zaroort hai ?
    Maire khayal mai abhi b ISCA system kay sath sath ager manual moderator ka rule b rakha jiye tu kafi behtar rahy ga.

    Pehlay forum per kisi b mislay mai koi confusion hoti teh tu iss ko hal karnay ke liye moderators bohot helpful sabit hoty they. Abhi forum per user kay liye support service ke kafi kami hai.

    Iss kay sath sath mujy lagta hai ke pehlay ke trah moderators ko b posting aur thread ke quality check karne chye aur sath sath ISCA use hona chiye tu iss say forum aur b acha ho jiye ga.

    Phely member issues jo woh face karty thay moderator say discuss kar kay clear kar laite teh aur achi guidance b mil jate teh , lakin abhi app nay b daikha ho ga ke forum per rules aur kaam karnay ke tareeqa kar per kafi members confusion ka shikar rehty hain.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sir wesy daka jay to moderator ki zarorat hoti ha qk hamay kasi bhi ches ki koi bhi confusion hoti ha to ham wo moderator say share kr sakty ha takay wo hamay uska hal bhi bata sakta ha islay meri nazar ma moderator ki abhi bhi zaorati ha qk abhi bhi jatni post check krty ha wo moderater ha
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
      Maire khayal mai abhi b ISCA system kay sath sath ager manual moderator ka rule b rakha jiye tu kafi behtar rahy ga.

      Pehlay forum per kisi b mislay mai koi confusion hoti teh tu iss ko hal karnay ke liye moderators bohot helpful sabit hoty they. Abhi forum per user kay liye support service ke kafi kami hai.

      Iss kay sath sath mujy lagta hai ke pehlay ke trah moderators ko b posting aur thread ke quality check karne chye aur sath sath ISCA use hona chiye tu iss say forum aur b acha ho jiye ga.

      Phely member issues jo woh face karty thay moderator say discuss kar kay clear kar laite teh aur achi guidance b mil jate teh , lakin abhi app nay b daikha ho ga ke forum per rules aur kaam karnay ke tareeqa kar per kafi members confusion ka shikar rehty hain.
      g bilkul forum pai moderator ki abh bhi bohat zroorat hai q k jo new forum k account bnay ja rahay hain shaid unko bhi moderator he allow kr rahay hain chalany k liye or jab traders ko koi problem ati hai to apni problem wo discus bhi moderator sy he kr rahay hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Dear ftend mera b yahe khayal hai ka hmy medorater k bhot zayda zarurt hai secially hm jey new comer k liye bhot zarurt hai ak jab b uny koi mushkil pesh aye to moderator hmy guaid kar sakty hai
        • #5 Collapse

          G ha ham ko abhi bhi is furam pr motiar ki zaorat hy motiar hanari bhot zeada help krty hy itny zeada idr log kam kr rhy sab ki kuch na kuch problma hoti hy to ayk bnda un ko reply bai dy sgta hy hhot sy modiater ho to who phr handel kr lyty hy
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: pak03 پيغام ديکھيے
            G ha ham ko abhi bhi is furam pr motiar ki zaorat hy motiar hanari bhot zeada help krty hy itny zeada idr log kam kr rhy sab ki kuch na kuch problma hoti hy to ayk bnda un ko reply bai dy sgta hy hhot sy modiater ho to who phr handel kr lyty hy
            G brother , Moderator aik tu fourum members ke problems ko help out karnay mai kafi useful they aur dosri baat yeh ke moderator ziada bahtar tareqay say thread aur posts ko manage b kar sakty tehy . iss kay sath moderator ka role kam honay ke waja say kafi sari confusion still majood hai.
             
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              G han bhai bilkl thik lazmi hona chahy modetor manual check aor koi bhe problm ki surat mn modetor achi trah rahnumai kr daita tha 2no system aik sath use honey chahy forum k bahtri aor members ki problem ko solve krny k liay

              اب آن لائن

              Working...
              X