Trading mai kamyabi kay liye acha knowledge aur experience he kafi nai hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai kamyabi kay liye acha knowledge aur experience he kafi nai hai
    App nay notice kiya ho ga ke kafi saray traders ayise hoty hain jin ka trading knowledge aur experience bohot he zarbardast hota hai aur woh forex ke market ke bohot he achi understanding b rakhty hain lakin phir b woh kamyab traders nai hoty hain.

    Iss ke aik he reason hai Forex trading kay liye acha knowledge aur experience he kafi nai hota hai balky traders ko trading kay doran bohot he ziada disciplined trading karne hoti hai aur apni sari skills utilize karne hoti hai , aur iss kay sath sath apny knowledge aur experience ko market mai practically apply karna hota hai , aur sab say bari baat trading kay doran emotions per control aur pressure mai achi trade karna hoti hai. Aur last mai kamyabi ko sustain karnay ke liye achi money management b chyie hoti hai .

    Forex trading bohot risky aur bohot he demanding qisam ka business hai , iss mai knowledge aur expeirnce ko he kafi nai samjhna chiye.
    App kiya kehty hain ? apna point of view zaroor share ke Ke jiye ga.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han trading ky leay ap ko trading ky bary main achi kahsi jancari aur bahut zida practic ki zaroorat hy is ky ilawa ager ap aik achy trader bnana chaty ho to us ky leay ap ko bahut zida mehnat kerni pru gi kuen ky mehnat ky baghir ap kuch hasil nai kr saktu
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
      App nay notice kiya ho ga ke kafi saray traders ayise hoty hain jin ka trading knowledge aur experience bohot he zarbardast hota hai aur woh forex ke market ke bohot he achi understanding b rakhty hain lakin phir b woh kamyab traders nai hoty hain.

      Iss ke aik he reason hai Forex trading kay liye acha knowledge aur experience he kafi nai hota hai balky traders ko trading kay doran bohot he ziada disciplined trading karne hoti hai aur apni sari skills utilize karne hoti hai , aur iss kay sath sath apny knowledge aur experience ko market mai practically apply karna hota hai , aur sab say bari baat trading kay doran emotions per control aur pressure mai achi trade karna hoti hai. Aur last mai kamyabi ko sustain karnay ke liye achi money management b chyie hoti hai .

      Forex trading bohot risky aur bohot he demanding qisam ka business hai , iss mai knowledge aur expeirnce ko he kafi nai samjhna chiye.
      App kiya kehty hain ? apna point of view zaroor share ke Ke jiye ga.
      Han ye baat bhi apki thek hai traders k liye knowledge or experience he kafi nahi hai blky hamain money managment or risk managment bhi krni ani chaye jo trade krny k liye bohat zroori hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Forex trading may kamiabi hasil karny k luay zarori hay k humay is se mutalq tammam knowledge aur experiace hona bht zarori hay kiu k tabhi hum aik kamuab trader ban sakte hay aur trading se profit hasil kar sake
        • #5 Collapse

          Jab tak traders emotion per control nai karin gaay tu trading kay doran patience nai rakhin gaay woh apni skills ko aur trading kay knowledge ko b behtar tareeqay say utilize kar kay achi trading b nai kar sakin gaay. kion kay jab traders emotions kay control mai hoty hain tu khabi b acha market analysis nai ho sakta hai
           
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            trading main hum kko big accoutn b chahiye hota hian agar hamare pas big account hoga like 500usd ka tu bhot acha hoga wesy hum ko chahaiye k hum 500usd ka bouns phly jma kare jaaab hamara bouns 500usd ho jy tu pher hum us pay trading kare jaaab bouns accoutn big nhe hoga tu hum kabi b kabi b kamyab nhe ho skte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X