Commissions and Fees

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    Yes dear aisa to hota hay aap kay liay spread generate kia jata hai aap ko phir usi hisab say trading karna hoti hai jab kay aap ko ye bhi chaiay kay kuch pairs jo major hain un ka spread kam hota hai un per trading kar lia karain to aap ko bari asani ho gi aik lehaz say trading main
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      jo bi trader hoty hain un k pass acha experience hota hai tou is main wo commission bi hasil kar lety hain hamain tou learning kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur market main earning karein gay
      • #453 Collapse

        forex trading main agar hum kisi ko join karwana chahty hay to karwa sakty hay esmain humary liey koi issue nahi hota aur humay esmain jald bazi nahi karni chaihey jald bazi main humay loss he hota hay
        • #454 Collapse

          Forex business ko ap jab jion krtay ho tou wo fre jion hota hai es ki koi fee nahi hai likan apko commission tou miltay hai agr ap kay refer say logsforex business ko jion krtay haitou ap ko har refer ka commission regular miltay hai.
          • #455 Collapse

            Forex par commission to hai par Yeh commission broker lagaatar hai mostly withdrawal ke waqt broker ki puri income broker commission par depend Karti Sur jaahir baat hai wo aapka account maintain ke evaz Mei kuch commission to lenge hi commission mostly withdrawal ke time lagti hai har broker different different withdrawal option deta hai kuch system free hote hai kuch par broker 2 ya 3% commission lagaya hai Yeh hisab har broker ka alag hota hai mujhe lagta hai commission koi itna bada issue nhi hai jo aapka account maintain karega aapko trading tool provide karega wo kuch to legs warna uska kaam kaise hoga but Yeh aap jaroor kare sirf usi broker Ko chine jisko commission Sabse Kam hai
             
            • #456 Collapse

              dear forex broker apna commission to charge kry ga he.es k elawa agr ap ksi payment processor se withdraw lo gy to wo apni fees charge kre ga.so ap ko cahye k ap acha profit bnao.Q k broker ka commission or fees kuch b nhi hai ap ki earning k agay.so learning he best solution hai yaha pe.
              • #457 Collapse

                Hum direct to forex me enter nhi ho skte hen uske liye koi broker hona lazmi hy esi liye agr hum broker se kam krengy to broker usme apna kuch to profit rakhega forex me broker ko spread ka profit milta hy jo trade lagane per broker ko mil jata a uske elawa agr zyada fees or commision koi broker leta hy to us broker ko leave kr dena chiye
                • #458 Collapse

                  har business main commission hota hain jaab aap forex kisi sy learn karte hain or 1 achy teacher ki talash karte hain tu vo b aap say aapki fee lete hain qk vo merket ko kafi time dete hain or forex ko kafi samjh chuke hain is liye fee lete hain asi tara boker ka b apna business commission hain agar boker ko koi fiyda nhe hota tu pher koi b boker online work nhe karta fee or commission ye business ka part hain
                  • #459 Collapse

                    Commision to hota hai. aur trader ka hissa bhi hota hai aur sb kam ma coomision hota hai laiken forex ka sab se bada faida ye hai k es ma tamam functionality free hai communication free hai aur working bhi free hai
                    • #460 Collapse

                      is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main experience hasil kar k hi hum market main trade kar sakty hain aur trend ko use karny main bi asani ho skay gi aur demo main learn kar k hi hum market main acha earn karein gay aur commision hasil kar sakty hain aur trend ko use karny main bi asani ho skay gi aur greed ko avoid karein gay
                      • #461 Collapse

                        her ik cheez kaam ki koi ba koi fee hoti hai humy is broker ki vaja say is market main trades ko krna mumkin hota hai yehi vaja hai kay ye khud ka profit hasil kr laity hain or humy is trades say nuksan ho ya profit in ko in ka profit mil jata hai
                        I LOVE PAK FORUM
                        • #462 Collapse

                          bhai apki bat bhi sahi hai maghr hum forex fourm main trading kar rahy hain or oski he demand main izafa kar rahy hain esi liye hmain jo rules or conditinbs di gain hain hmain os ko he follow karna chahye aghr tu hum khud tading karty hain or khud he sub kuj karty hain tu tab hmain directly market se deal karnmi chahye abhi hum jo kar rahy hain wohi karna ho ga
                          • #463 Collapse

                            is may agar ap kaam karyen gay tu ap ki commision b kaam lagye gi insta say kaam karny say agar ap yahan say working nahi karyen gay tu ap kisi or broker par kaam karyen gay tu ap ko yahans ay ki nisbat wahan commision zayda paid karna hoti ha is may
                            • #464 Collapse

                              bhai brokers ko bhi use karana zarori hota hai boht se trdaor trdaing ko achi trha smjh nahi paty hain es liye wo koi guid line chaaty hain jis ki wjah se wo brokers use kar lety hain or aghr brokers ko use karna hai tu kam commetion waly brokers use kary chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur markt main greed ko avoid karny main bi asani ho saky gi aur is sayy faiada ho saky ga aur market main commision bi hasil karty hain but hamain apny experience k mutabiq hi trade karni ho gi tab hi hum real main trade karny k kabil ho saky ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X